This is the os series of Sameer Naina it's my imagination I hope you will like it I will try my best to entertain u all like my story "moh moh Ka dhaaga " please support it and like it 🤗
So guys on popular demand Sameer Naina Ka ki nok jhok sa bhara os aa Gaya h 😂😂😂 bad joke yar ya kuch zada hi bada bad jok tha so aab point pa aata h aur story shuru karta h ok To Sameer aur Naina ko Mr and Mrs Maheshwari Bana abhi bass 3 hi months hua tha aur by chance hamara munna Pandit Swati aur preeti na plan banaya ki jaa Kar Sameer Naina ko suprise data h par unko konsa Sapna aa Raha tha ki unko suprise Dana Ka chakkar ma unko shock milaga 😂😂😂 Munna : Bhai jaldi chal Pandit : ha Bhai chal Raha Hu Preeti : Jo bhi bolo plan bhot Acha h Naina aur jijaji ko suprise Dana Ka Swati : ha aur sath Mila bhi to Kitna time ho Gaya Munna : ara mere frock wali Pandit thank you iss ponga Pandit ko bol jisna plan banaya tha Preeti : kya baat h bilcull Sahi plan Kiya h Pandit : thank you thank you aab Chala Sab : ha Sab Sameer Naina Ka Ghar pochta h aur bell bajata h Naina darwaza kholti h Naina : Ara tum log ayo na San undar aata h Preeti aur Swati Naina sa gala milti h Naina : Kasa ho sab Sab : hum thek h Preeti : jijaji kha h Yeh sawal puch Kar Preeti na sabsa badi Galti Kar Di Matlb Naina Devi ko Jaga diya Naina : room ma ghoda Bach Kar so Raha h Tabhi Sameer neecha aata h Sameer : sali ji ma Nahi so Raha tha vo kya h na aapki bhen ko na aadat h baat Ka batangad Bana Ka Akdu mode on h Mr Sameer Maheshwari Ka 😂😂😂 Naina Sameer ko ghur Ka dakhti h Naina : Acha jayangad ma banati Hu Sameer : ha tum hi to banati ho Naina : ha to kal Nanak Kam tha yeh kisna Bola tha Sameer : Naina aab Kam tha to Kam tha aur mana bhi itna pyar sa Bola tha Naina : pyar sa Bola tha Sameer jhut mat bolo bada dihta h tumhara pyar Sameer : Naina aab issa zada Kitna pyar sa bolu Naina : oo ha pyar sa to tab bolo ga na jab pyar Hoga Sameer : oo hello madam phela pyar aapko hua tha 11 sa aap Mera pecha padi thi Naina : ma pecha padi thi Acha to poja Didi ki Shaadi ma Mera Aaga pecha ko dol Raha tha Munna Pandit Preeti aur Swati Charo ek dusra ki shakal dakh Raha hota h Preeti : chup bilcull chup yar Shaadi ho gai h par lad asa Raha ho jasa bacha ho abhi bhi Sameer Naina : chup Preeti beach ma mat bol yeh Mera aur uska beach ki baat h Dono Sameer Naina yeh bol Kar ek dusra ki terf dakh Kar alag alag direction ma Chala jata h
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Swati : yeh aana Ka plan kiska tha Munna Preeti : Pandit Sab Pandit ki shakal dakhta h Pandit : aab mana kya Kiya mujha thodi pata h ki yeh Bharat Pakistan Vali ladai chal rahi h Preeti : Pandit bhi Sahi kha Raha h aab yeh sochna h ki kya Karna h Swati :Preeti inki ladai solve karvana bhot muskil h tujha bhi pata h Munna : bhi frock wali Pandit tuna Nahi dakha humna dakha h college ma yeh Vali ladai ghamasna banta hua Preeti : ha phone pa canteen ma chezo ko la Kar har chez pa ladai Hoti thi jab vo drama ko la Kar panga hua tha Pandit : pao bhaji tak ko la Kar lad pada tha Preeti : aab kya Kara Swati : ek Kam karta h tum dono ja Kar Sameer sa baat Karo ma aur preeti Naina sa ja Kar baat karta h Munna : ha yeh thek Raha ga Naina : kitchen ma Hoti h aur gussa ma bartan todna ki koshish Hoti h Preeti : bhen kya Bana rahi h Naina : kuch bhi banayu tujha kya Swati : Naina shant ho ja aur yeh bata ki hua kya Naina : Hona kya h Sameer Maheshwari Ka naam na akdu Maheshwari Hona chaiya tha pata Nahi kya samajta h khud ko kal na Khana ma Nanak thoda Kam ho Gaya to mujhasa ladai Karna laga aur khta h pyar sa Bola tha Ara yeh Mr akdu Maheshwari mujha pyar hi Nahi karta Preeti Swati Ka Kan ma bolti h Preeti : Swati Lagta h mamla kuch zada hi garam h Naina : Preeti tuna kuch kha Preeti : Nahi Nahi mana to kuch Nahi kha Udhar Sameer Naina Ka room ma Sameer apni kuch office ki files dakh Raha hota h par asal ma to gussa ma h Tabhi munna Pandit room ma aata h Munna : Bhai kya Kar Raha h Sameer : dakh Nahi Raha office Ka Kitna Kam h upper sa tere Bhabhi pata Nahi kab Naina Devi Ka roop dharan Kar lati h kal Khana ma Nanak thoda Kam ho Gaya to mana bhot pyar sa bolo par Nahi inko to pyar ki baat kha sa samaj aati h Munna : Bhai Lagta h yeh to bhot garmi h Sameer : tuna kuch kha Munna : Nahi Nahi mana to kuch BHI Nahi kha Sameer Acha mujha na phone Karna h kuch important Kam h At kitchen Naina : mujha na chachiji ko phone Karna h Preeti : ha thek h ja Yar issa co incident samjho ya par Jo marzi samjho par dusra bomb phatna vala h Galti sa Sameer Naina dono Ka hath phone pa pad jata h Aur dono ek dusra ko gussa ma dakh Raha hota h tabhi vha Swati preeti munna aur Pandit aa jata h aur Charo Ka muh sa ek hi awaz aati h :satayanash 😂😂😂 Naina : Preeti Sameer ko bol da ki phone mana phela dakha tha Sameer : munna Naina ko bol da ki phone pa hath mana phela rakha tha Naina : Preeti Sameer ko bol da ki ma phela yeh ayi thi Sameer : munna Naina ko bol da ki socha mana phela tha Munna Pandit Preeti aur Swati Kabhi Sameer ko dakh Raha tha to Kabhi Naina ko Naina : thek h Rakho phone ma ja rahi Hu Sameer bhi phela phone uthta h par fir gussa ma phone Rakh Kar Chala jata h Charo abhi bhi vahi khada h Pandit : Bhai world war kab ho Jaya pata BHI Nahi chalaga Munna : Sahi kha Raha h ponga kuch to Karna padaga Preeti : ha Nahi to yeh asa hi ladta rahanga Swati : aur hama yeh sab Pura din dikhna padaga Preeti : idea Aya h Pandit : kya Suno Preeti sabko idea batati h Swati : Preeti plan bhot Acha h bass Kam Kar Jaya Munna : karaga zarur karaga Pandit : chal Kam pa lag jati As par plan Swati aur Preeti Naina Ka pass jati h Preeti : bhen la ma tere help Kar dati hu Swati : ha da na Naina Naina : ha thek h Preeti aur Swati Naina ki help karta h Preeti : sun vo na jijaji upper vala cupboard ma sa kuch dhund Raha tha Stul par Chad kar Naina koi javab Nahi dati Tabhi na upper sa munna Pandit ki chilana ki awaz aati h Munna Pandit : Sameer stul sa gir Gaya Sameer stul sa gir gaya Naina ek dam sa dar jati h aur Bina kuch socha samjha room ki terf bhagti h udhar munna Pandit Ka shore sun Kar Sameer Soch ma pad jata h ki ma kab gira Swati aur Preeti bhi upper aata h Naina bhagti hui upper aati h aur Sameer ko bed pa betha hua dakhti h ussaki Jaan nikali hui Hoti h ki pata Nahi Sameer ko kya ho Gaya Sameer : Naina kya hua tum asa bhagta hua kyu ayi Naina : chup bilcull chup tumhara hi plan tha na pata h Jaan Nikal Di mere ma Kitna dar gai thi pagal ho kya koi asa mazak karta h kya Sameer : tum chup Naina bilcull chup ho jati h Sameer : pheli baat mana koi planing Nahi ki ma khud yeh Soch Raha tha ki munna Pandit asa kyu chila Raha h dusri baat Khana ma Nanak sachi ma Kam tha aur mana tumha bhot pyar sa Bola tha ki Nanak Kam h ladai tumna ki thi aur tesri baat jabsa tum mujha baat Nahi Kar rahi Mera maan Nahi lag Raha Kahi bhi Naina Sameer ki terf dakh rahi Hoti h aur Sameer bhi Naina ki terf dakh Raha hota h Naina bhot Aram na Sameer Ka pass ayi h uski chest pa sar rakhti h aur ussa ek tight hug dati h aur Sameer bhi Naina ko ek tight hug data h Tabhi munna Pandit Bhar caset laga Kar gana chalata h
Sathiya yeh tune kya kiya, beliya yeh tune kya kiya Maine kiya teraaintejar, itna karo naamuje pyar itna karo naamuje pyar
Sathiya yeh tune kya kaha, beliya yeh tune kya kaha Yunaakabhee karma intejar, maine kiya hai tumase pyar maine kiya hai tumase pyar
Itaneemohababt saha naasakunga, sach mani jinda rah naasakunga Tujhkosamloo yeh meraajimma, mai hu toh kya hai jane tamanna Abb jina maranameraa janam tere hath hai Maine kaha naa sanam, abb tu mere sath hai Toh phirsamhal, le me chala Jana kaha, aa dil me aa
Dil kechamankaa hasna toh dekha Jageenajarkaasapana toh dekha Ese bane ham ek jan ek dil tu hai ke mai hu Kahena ho mushkil Chota basanti hai tu, tan hai gulabimeraa Do rang mile ke bad hotenahee hai juda Toh phirsamhal, le me chala Jana kaha, aa dil me aa
La lla la sathiya yeh tune kya kiya Beliya yeh tune kya kaha
Munna Pandit Preeti aur Swati Charo Khush ho jata h ki unka plan kaam Kar Gaya Sameer : sorry Naina Naina : sorry Sameer Sameer : I love u Naina Naina : I love u Sameer So ISS thera hua Sameer Naina ki nok jhok bhara os hota h khatam please like and comment ki kasa laga ok 😊😊😊