patr 10

2.2K 87 6
                                    

Shrlyn in her house with prithvi

Shrlyn:aaj tou maza aagya uss preeta aur karan ki halat tou dekhne wali thi tuch...tuch...tuch...bechari mera tou waha un ka rona dhona bardasht nh horha tha melo drama aur dekho main ne tumhe bhi bacha liya baby uss middle class girl se

She cups his face prithvi jerks it

Prithvi:tum ne kiya na ye sab tumne sab barbaad kr diya mera sara plan barbaad kr diya mujhe preeta ji se shaadi krni thi aur uss cricketer ki akar nikalni thi lekin tum tumhe tou apni chalani thi na
Shrlyn:tou tum preeta se pyar
Prithvi:pyar main tou usse apni jhooti pe rakhta bat krti hoon wo mera liye ik raat ki hoti main usse barbaad krdeta
Shrlyn:i am sorry maine tum par shak kiya

Luthra house
Rakhi:chalo karan preeta tum dono ghar se bahar jao
Karan:mom!!
Rakhi:arey kya mom greh praveish krna hai preeta ka

Karan and preeta stands out of luthra house
Dadi:preeta apne right pao se kalash ko girao and lal rang mei pao dal de andar aao
Preeta make the kalash fall and put her one  feet in the red colour and she disbalnces and was about to fall but karan held her both have a eyelock

Sajdaa karoon main sajdaa din rain karoon na hi chain kro sajdaa kro main tera sajdaa
Teri kali ankhiyon se jing meri jage dharkan se tez dhooroon sapno se age
Ab jaan lut jaye ye jahan chut jaye sang pyar rahe main rahoon na rahoon s
Sajdaaa...

Karan makes her stand they all came in luthra house

Roo kritika preeta ko kamre mein le jao
Roo:ji mom
Kritika:chalo preeta

Takes preeta to karan room

Rishab:karan tou mere sath aa tum bhi sameer
In the terrace

Rishab:ye sab kya hai karan
Sameer:bhai woo
Rishab(in anger):main ne tujh se nh pocha karan mujhe batao ye sab kya hai q ki tou ne preeta ji se shaadi
Karan:tou aur kiya krta main pehle teri hone wali biwi ne mere aur preeta k rishtey par ungli uthadi aur phir dadi ko heart attack doc ne unhe kisi qism ka stress dena se mana kr diya tha iss liye main ne han krdi par mujhe laga k preeta mana kr de gi shaadi k liye lekin uss ne bhi mana nh kiya main kya krta bhai tujhe pta hai na dadi mere liye sab kuch hai main un ki halat nh drkh ska iss liye han krdi
Rishab:tou tu ye bhi tou bol skta tha na k ye sab jhoothay ilzam hai
Sameer:bhai nh bol skte the q k ap k saboot lane k intezar mein hume kuch samjh nh aya k kese ruke prothvi ko shaadi se tou hum ne karan bhai ko prithvi ki jagah bhitha diya aur ye saabit hogaya k karan aur preeta sach mein
Karan:tou saboot lane wala tha na mila kuch
Rishab:nh mila mera 1 year k sare record gayab hogaye office k pura office chan mara
Sameer:iss ka matlab uss ik saal mein hi kuch saboot hoga uss prithvi k khilaf

Shrlyn house

Prithvi:shrlyn baby chahe aaj meri prithvi se shaadi na hui hoo magar aaj bhi mera parda fash nh hua wo tou acha hua tum ne sun liya tha k wo panchaiti buissness man mere khilaf kuch dhoond rha hai tou main ne sare record gayab kara diye
Shrlyn:han baby hume hamre maqsad se koi nh ruk skta

Both smirks

Luthra house

Kritika came to terrace

Kritika:bhai ap kab se upar hain rakhi chachi bol rhi hain apne kamre mein jaye
Karan was glaring her
Kritika:bhai mujhe pta hai k ye shaadi ap ki marzi se nh hui par ab ap iss bat ko ignore nh krskte k preeta aap ki biwi hai bhai ap usse apna lijiye

Karan went downstairs and was going to his room

Roo block the door with her hands
Roo:aise nh
Karan:roo hat na yar
Roo:bhai itni bhi kya jaldi pehle mujhe kuch chahiye
Karan:kiya
Roo:naig
Karan:what
Dadi:karan puttar naig tou dena pare ga preeta se milna hai tou naig tou dena paray ga

Karan takes out his credit card

Karan:ye le jitne lena hain le lena aur kritika ko de dena
Roo:jaiye jaiye preeta aap ka intezar kr rhi hai
Karan went to his room and saw preeta sleeping in a sitting position

Karan sees her and goes to freshen up preeta wakes up with a sound of washroom's door

Karan came out

Karan:tum bed par soo jao main couch par soo jao ga
Preeta:nh tum soo jao bed par
Karan:main jitna keh rha hoon utna kro aur mere liye zyada care jataney ki zarorat nh hai agar itni hi fikr hoti tou tum shaadi k liye mana kr deti
Preeta:karan lekin tum ne dekha tha na main majboor thi
Karan:suno preeta tum sirf sab k liye meri biwi hoon iss liye behtar hoga ab iss tarah rehne ki adat dal lo aur mere liye care dikhane ki zarorat nh hai
Karan lays on the couch

Preeta gets a flashback.

Preeta:maa main karan se shaadi nh krskti
Sarla:preeta bs ham middleclass logoon k pas sirf izzat hoti hain tu ne khud dekha aaj kya hua sare duniya k saamne tujhe karan se shaadi krni hogi
Preeta:par maa
Sarla:bss mujhe aur kuch nh sunna
Falshback ends

Kundali Bhagyaजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें