Maa - Baap ka saaya bhi sar par hone se milta hai dil ko sukoon,
Aur maa dar jati hai dekh kar bache ke sharir se bahta hua thoda sa bhi khoon.
Pita apne sapne ko bhul kar pura karta hai apne bacho ke sapne
Pita apne sapne ko Bhul kar pura karta hai apne bacho ke sapne,Aur maa baap ke bina ghar lagte hai sune.
Maa - Baap ke saaye me murjhaya hua fool bhi jata hai khil,
Vyakti tu Mobile chod aur ja kar apne maa baap se mil.
Jaa kar uss se milo jiske maa baap nahi hai hote,
Aur dekho ke maa baap ke bina vo kitna hote honge rote.
Duniya me sabse jyada pyaar ek bache se uske maa baap karte hai,
Tum bade bhagyashaali ho jo tumhare saath tumhare maa baap rahte hai.
Maa- baap vradhashram me rahne ke liye nahi hai bane,
Unhone tumhe Palne ke liye kahi kasht hai sahe.
Maa baap ne bina kuch bole kahi dard hai sahe,
Me chahti hoon mere maa baap hamesha mere saath hi rahe.
Mere maa baap nahi hai mere liye bhaar,
Aur me karti hoon usne bohot jyada pyaar.
{ I know this poem is too short.. But my battery is discharged, so I can not write it long.
Please vote and comment your opinion}
आप पढ़ रहे हैं
Poems
PoetryI will post poems in this folder. I will post english and hindi poems both. I hope you will like my poems. I will do my best. Please guys support me!!!