Love

698 42 4
                                    

Here is the short story of adiya only in 2/3 part
.
.
.
.
.
.
.
.
.
START
There is a big house in mumbai shown named hooda mansion
In one room a boy is getting ready for his first day duty and his mother come and said

Anjana: adi kya kar raha hai tu late nahi ho raha hai kya

Yes it is over aditya hooda

Adi:maa mein ready ho gaya hon ab bss breakfast kar ke apki bahu ke pass jana hai

Harsh come there and said

Harsh:bahu ko pehly impress bhi toh karna hoga na beta jI aur waisay bhi ye tune sirf uske liye hi doctor bana aur ab uska intern bane jaa raha hai

Arjun:bhai waisy app babhi ke peeche kab se ho kya kabhi unahon ne apko notice kiya

Adi:pata nahi par ab kare gi na

Anjana: hmm aur plz pehla impression bura mat rakhna

Adi:ok maa breakfast karen

They all eat breakfast and adi goes to city hospital

On the other hand a big mansion shown written on siddiqui mansion a girl was writing in her diary

Girl:dear diary aaj ke din meinay pehli baar usko dekha tha sirf dekha na naam pata hai na kch wo hamesha mujy dekha karta tha I think he thought that I didn't notice him but I did aaj pure 7 saal ho gaye hain khair ab mere hospital janay ka waqt ho raha hai

Then one lady said

Rosh: zoya bacha akar breakfast kar lain apko hospital bhi toh jana hai

Zoya come down stairs and meet her father sister and mother and said

Zoya:sorry ammi mein lait ho rahi hon wahien kar lon gi

Waseem:beta shaam ko jaldi aiye ga  noor ko dekhne walay aa rahay hain 

Zoya:jii abu

Zoya reached hospital and directly enter in her cabin

Nurse came and said

N:doctor bahir wo intern aye hain jo yahan par seekhna chahty hain

Zoya:one by one sab ko andar bejho

After some time zoya to nurse

Zoya:kya ye intern aye hain koi kaam hai bhi ya nahi inko kch ata jata hai nahi aur kitne baki hain

N:mam wo sirf ek larka baki hai

Zoya:ye list jakar us ladke ko do aur bolo kal tak mujy in sab ke thek report chahiye mujy abhi ek surgery krni hai aur phir ghar jana hai

N:ok mam

On the other hand

Adi:omg sab ko bahir bejh dia ab mein baccha hon pata nahi kya kare gi mere sath mujy nahi lagta mujy mily ye

And then nurse came

N:mr.aditya hooda

Adi:yes

N:ye ley ye dr.zoya siddiqui ne list bejhi hai app ye list ke sare cases ki sari details kal subha tak mam ko den phir mam btyn gi apko yahan rehna hai ya nahi

Adi:but mera interview

N:ye kar lo agar unko pasand agyaa toh kal se join kar laina

Adi:aur ye sari files mujy kahan milen gen

N:ye record room mein hai

Yes this is our love bird adi and zoya they both love each other

In record room

Adi:kya hai yar usko mila bhi nahi mujy toh hitler lagti hai interview liye begair mujy itna maam de dia  ab iss hitler ka kaam karon kya karon arjun ke liye larki dekhne jana haI ufff hitler kahien ki

In the evening
Anjana call adi

Adi:hello maa

Anjana:kya hua adi kab aye ga humen late ho raha hai aur tu hai kahan

Adi:maa record room mein hon kaam hai kch cases ki detail deni hai hit I mean apki bahu ko

Anjana: par tu kab aye ga

Adi:app log chalo mein wahien par apko milon ga

Anjana: ok

In the evening siddiqui house

Siddiqui welcome hoodas

They chit chat sometime later adI also arrive there but they didn't know that noor is zoya sister

Anjana: humen ye rishta manzoor hai haina harsh

Harsh:bilkul

Adi:wishper in arjun ear chotey tujy toh mil gai teri pata nahi mere liye kab mily gi meri hitler

Arjun:hitler

Adi:hmm

Rosh:humen bhi ye rishta qabool hai

Harsh:toh abhi hum roka kar dety hain

Waseem: thodi dair se karte hain abhi nahi

Adi:kyu uncle abhi kyu nahi

Rosh:beta wo hamri beti nahi aai na abhi tak

Harsh:beti

Waseem:han hamrI bari beti zoya

When he hear zoya name he was shocked

Adi:zoya

Waseem: han wo

And the door open zoya enter there

Adi was shocked too see that his zoya was there the girl he love the most

Zoya saw adi but she don't feel them that she is seeing him shocked

Zoya came and say to all Assalam o alaikum

All greeted them with happy faces
.
.
.
.
.
.
.
.
.
PRECAP
               Friends and love





Fanfic by
                  Areeha khan

Adiya osWhere stories live. Discover now