Part 2

679 77 9
                                    


Neil: dd pata kar Balu kaha chupa hai mujhe wo chahiya
DD: ji sirji main na apna admi laga diya hai
Neil: thik hai, dd ek kam aur karo uska no tracking pa daal do jasa hi on hoga uski location miljayagi
Dd: ji sirji and he goes from there.
Neil to himself lakin vidhut ko Avni ka past ka barama kasa pata chal .
He was thinking his trace was broken when his phone ring it was from home as it was to late.
He leave for home  thinking about the same.
Neil enters the house.
Shwetha : Neil sab thik hai na tune avni ko kyu bulya tha.
Neil ignored and sit on sofa .
Shwetha : Neil main kuch puch rahi hu .
Neil to himself vihdut aur juhi ko avni ka past ka barama kasa pata chala.
Prakash: kya , Neil kya hua, he does not respond prakash shake him he say ha kya hua
Bebe: Neil hum kab sa bol raha hai kya hua sab thik hai.
Shwetha : tu kya bol raha tha .
Neela and ali enters the house .
Neela: kya hua app sab parashan kyu hai,Neil kuch pata chala tumne avni ko bulaya tha
Neil : ha maa hum balu ko dhund raha hai, lakin but he stops
Neela: lakin kya Neil
Neil: neela maa vo main soch raha tha ki vidhut ko avni ka past ka barama kasa pata chala.
Ali: are ha kyuki DM tho nahi bata sakti
Bebe: kyu?
Neela: kyuki us ko khud ka bacho pa bhi bharosa nahi hai tho ragini pandit ko kuch bataya ho mushki hai
Ali: hosakta hai usa purana news paper main sa pata chala ho.
Neela: nahi Ali vidhut ko tho wo sab bhi pata hai jo kisi news paper main nahi tha jasa DM par pathar maarna
Neil: tho yeh sab kon bata sakta hai
Ali:riya
Everyone look at him but avni comes and says nahi riya nahi bata sakti
Ali: avni yeh tu kya kaha rahi hai
Avni: Ali riya na phela jo kuch kiya tha wo DM ka kahana par kiya tha
Ali: lakin jab sa vidhut Mumbai aya hai uska kuch din baad sa hi kahi nahi
Avni: Ali aur yeh baat tu aab bata raha hai
Neil : avni ho sakta hai ki wo kahi chali gayi
Neela: nahi Neil avni thik kaha rahi hai riya aur kahi nahi ja sakti
Avni: exactly kyuki uska liye tho usa paso ki zaroorat hogi jo uska pass nahi hai
Neil: tho phir wo kaha hai pata karna padaga

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Jul 24, 2019 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

NaamkaranWhere stories live. Discover now