They broke the eye-lock
M-vaise tumhe kaise pata vo mere papa the
A(smiled)- bas pata hai
Mishti frowned and then shrugged it off
A-vaise tum yaha kya kar rahi ho
M-mandir mein log I think pray karne hi aate hai
A-hmm right , pray karne to aate hai , apne liye ya fir apno ke liye , vaise tum kiske liye pray karne aayi ho
M(smiled)-dono ke liye ,apne liye unhe thanks kehna tha and apno ke liye request karni thi
Abir smiled at her innocent confession
A-hmm not bad
M-vaise tum yaha kiske liye pray karne aaye the
A-apne baccho ke liye
Mishti's eyes came out of socket
M-tumhare bacche hai , oh ya fir hone waale hai , oh matlab tumhari shaadi ho gayi hai
Abir got shocked listening mishti's questions and then understood she got it all wrong
A-arey nahi nahi , apne baccho se mera matlab tha , actually main ek ngo chlata hu , to uske zariye anaath and handicapped baccho ki help karta hu , to unhi ki bat kar raha tha
M-wow , to matlab tum exactly kaise help karte ho , I mean paise and all ye sab kaise arrange hota hai
A-hamare ngo mein bahut si ladies kaam karti hai jo apni skills like cooking , stitching ,etc,etc ka use karke bahut saare products banati hai , jise hum market mein bechte hai and usse jo bhi paise milte hai usse hum kids ki help karte hai
M-wow Abir , its awesome ,kitna accha lagta hoga na ye sab karke
A-ha bahut sukoon milta hai
Mishti smiled looking at him and said
M-tum bahut acche ho Abir
Abir also smiled
A-tum bhi
Abir started walking towrds temple and mishti also started walking beside him talking with him , they were going towards temple when they met Nanu on staircase
A-Nanu aap yaha kya kr rahe ho
N-arey car se apna phone lena tha isliye niche aa raha tha
A-oho nanu , kuch der phone se dur rahoge to india ka nuksaan nahi ho jaayega , chill , chalo pehle mandir mein puja karke aate hai
N-arey Abir , main tumhari tarah puraane zamaane ka nhi hu , mujhe duniya ke saath jude rehna pasand hai ,bina phone ke meenu ko inform kaise karenge ki kab tak aayenge