Next Day
Karan was getting details about Preeta on his laptop
Karan(in mind):Kya ho gaya hai Karan tujhe is jhuti larki pe ayqeen kar lia tune...Ho sakta hai ke ye jhut bol rhi ho Uncle g ne khud kaha tha ke Preeta is dead
He opened her interview about her real life
He took handfrees
Ab interview likh rhi hun
Preeta:Meri life sabse different hai ...... Har kisi ki life main aik aisa insan zarur hota hai jiske sath wo apna sab kuch share karta hai chahe wo behn ho bhai ho ya husband ho ya phir dost ho lekin meri life main na to behn hai na maa hai aur na hi wo hai jo adhi zindagi hota hai ya phir ye kahun ke rooh ka aik hissa hota hai...Lekin merii rooh ka hissa to mujhe tabhi chor ke chala gaya tha jab uske Papa ka transfer hua tha...I wish ke ab bhi main usko yaad hongi...Bachpan main accidently hum dono ki shaadi ho gaye aur usi ke 2 months baad wo log chale gaye tab se aaj tak usi ke naam ka mangalsutar aur sinddor lagaya hua hai mene..Kaash ke usko dubara paa sakti main uske sath apni zindagi ki naye shuruat kar sakti lekin kehte hain na ke kisi ki zindagi main iak pal ki khushi nahi likhi hoti aur agar khushi likhi hui bhi ho to khushi milti nhi balke wo khushi bhi dukh main badal jati hai...I wish ke main ap sabko uska naam bta sakun kiun ke mujhe 100% pata hai ke is time wo bhi ye interview dekh rha hoga but main uski zindagi main zabardasti ka bojh nhi banna chahti..Shayad wo mujhe bhul gaya ho aur kisi aur larki ke sath apni zindagi start kar di ho islia main uski life main zabardasti nahi ghusna chahti...Thanks
Shee wiped her tears
He throw his laptop nd held his hairs in his fist
Karan:Aisa nahi ho sakta ye larki Preeta nahi ho sakti
Preeta came in room
Preeta9with tears):Kiun nhi ho sakti..?
Karan:Han nahi ho tum Preeta main pehle uncle g se confirm karunga
He dialed Preeta's father number
Father:Karan beta kese ho
Karan:Uncle main theek hun
Father:Khair to hai beta phone kiun kiya
Karan:Uncle wo Preeta zinda hai kya..?
Father:Han beta Bagwaan na kare mere paas uski maa ki akhri nishani Preeta hi hai aur mera is duniya main kon hai uske aur tumhare ilawa
Karan:But uncle apne to kaha tha ke Preeta is dead
Father;Beta Reeta ka kaha tha
Karan:I'm sorry uncle
Father:Koi baat nahi beta...
Karan:Uncle ap plz Preeta ka adress dien maine us se milna hai..!
Father:Beta wo to shoot pe hogi na
Karan cut the call
Karan looked at her with guilt+emotions
Preeta(Cryingly):Mujhe pata hai..Ab phir tum mujhe sunao gy Karan yaqeen karo kisi apne ke bagair jeena na mumkin hai aur main tumhare intezar main itne saal bethi rahi aur jab tumse mili to tumne..
She start crying loudly
Karan(While looking down):I'm sorry Babydoll
She looked at him surprisely listening her old name "Babydoll" from his mouth
Preeta(Happily):Kya
Karan:I'm sorry mene tumhare sath bht galat kiya
He joined his hands in front of her she immediately held his hands
Preeta:Nai Karan mujhe tumsek oi shikayat nahi hai bass gussa isi baat ka tha ke tumne mujhe pehchana kiun nahi...Mujhe bhi maaf kardo mene Swati ko tumse dhur kar dia
She hugged him tightly...He hugged her back
Karan:Nai Preeta...Tumne dhur nahi kiya...Tumne to bass mere lia ye sab kiya aur mene tumhare sath itna galat behave kiya I'm sorry
She broke the hug & cupped his face
Preeta:Aik baar aur sorry kaha na to thapad maarungi bajjarbhattu
He smiled & again hugged her
Karan:Mujhe yaqeen nahi ho rha ke tum Preeta ho aur mere paas ho
Preeta:Ab to hamesha tumhare paas hun yaqeen karlo
Karan then remembered when he slapped her
Karan:I'm sorry mene tumhien thappad maara tha na
Preeta(with cry baby face):Bohot zor se maara tha
Karan(by cupping her face):Konsi gaal pe maara tha
Preeta:Dono pe
He kissed her both cheeks
Karan:Sorry
She slapped him lightly
Preeta:Ab aur aik baar bola na to zor se lagaungi
He smiled nd hugged her tightly then kissed her forehead she closed her eyes
Karan:Ab tumhien kabhi kuch nahi kahunga Preeta...Bohot rulaya hai mene tumhen ab tumhari life main sirf khushiyan hongi
Preeta:Han aur ab at least shoot pe jane do na
Karan:No ways ab se no shoot main nahi chahta ke tum wese kapre peh ke baahir niklo..Yaar aaj kal har kisi ki nazar galat hi hoti hai aur agar kisi ne tumhari taraf dekha na to uski ankhien muft main jayen gi
Preeta:Paagal kahin ke
Karan(Leaned towards her):Tumhare pyaar main
She pushed him on the bed
Preeta:Chalo dinner ke lia
She was going but he held her hand nd pulled her beneath him
Karan:Main to tumhen khaunga
She pushed him nd shyly went from there
SCREEN FREEZED
It is 2nd last shot of this ff
Kesi ending chahiye ap sabko..???