Continue:
Its morning today
A girl entered there wearing
( suggested by jiya070 )
R- aap hai kaoun
A- wo mai anika mehra. Deputy Commissioner of police. Mr. Oberoi ki security ke liye aaya hoon yaha pe
R- oh tho aap he hai wo DCP
A- hmm
R- andahar aao na
A- haa
A(in mind)- itne saal mein yaha kuch bhi nahi badla yaha pe
R- aap kaha kho Gaye hai
A- kuch nahi
R- waise mera naam tho rudra Singh oberoi. Shivaay bhaiyaa ka chota bhai. Waise aap mujhe rudra yaa Rudy bula sakte hai.
A(in mind)- bachpan mein tho Rudy bulati thi
A- hmm mai tume Rudy he bulavunga
R- ok anika didiMeanwhile everyone gathered
O- mai omkara Singh oberoi hoon but you can call me om anika
A(in mind)- bachpan mein unne omi bulati thi
A- ok om
P- hii beta mai shivaay ki maa hoon you can call me aunty
A(in mind)- pranu maa. I missed you so much.
A- ok aunty
J- anika mai janvi hoon tum mujhe bhi aunty keh sakti ho
A(in mind)- badi maa
A- ok janvi aunty
Sh- mai shivaay ka papa shakti Singh oberoi hoon you can call me uncle
A(in mind)- papa I missed you alot. Kash mai aap ko bata sakti ki mai he aap ki princess hoon
A- ok uncle
T- mai hoon tej Singh oberoi shivaay ka bade papa
A- haa I know you aap mujhse kal baat Kia tha na phone pe
T- haa but tum mujhe uncle he keh sakti ho
A(in mind)- bade papa
A- ok tej uncle
Pr- and mai priyanka hoon aap mujhe prinku bol sakte hai
A(in mind)- choco
A- ok priyanka
Dadi- puttar mai billu ka dadi hoon tum bhi mujhe dadi keh sakti ho
A- teek hai dadi
R- aap billu ko jaante hai
A- haa tumara bhaiyaa he hainaShe said in flow
R- aap ko kaise pata
A- wo mai
O- duffar police hai aane se pehle thoda investigation tho karegi na tab pata chala hoga
A- haa.
A(in mind)- mujhe kaise nahi pata hoga mujhe ab bhi yaad hai jaise mai shiv ke peeche padti thi billu bulake aur wo kitna cute face lagata tha. Usse manane ke liye mujhe usse kiss bhi karna padta tha. Mai inn sabh cheezon ko bahut miss Kia. Aap sabh ko bahut miss kia. Iss ghar ko bahut miss kia. Kuch nahi badla itne saalon mein naa yeh ghar na yeh ghar ke logAnika thought broke by rudy
R- aap ko pata hai yeh ghar na mera dadaji ne banaya
A- ho.
A(in mind)- shiv kaha hai. Mujhe unn se milna hai.
A- wo rudra mr. Oberoi kaha hai
R- yaha tho hum sabh oberois he hai tho aap kis oberoi ke baremein pooch rahe hai
O- duffar wo shivaay ki baat kar rahi.
R- oh
P- wo anika beta shivaay tho apna first
Love ke saat busy hoga kahi pe
A(in mind)- first love matlab shiv mujhe bul gaye hai kya. Wo mere saat aise kaise kar sakte hai
A- first love?
R- anika didi first love matlab uska office hai
A- oh
A(in mind)- mai bhi na kitne stupid hoon. Mera shiv mujhe kabhi nahi bul sakta haiP- accha chalo nashta karte hai
A- wo Maine kha liya
P- fir bhi tume kaana hoga chalo
A- teek hai phirAnika sat with oberois for breakfast
R- tho aaj kya bana hai tiffin mein
P- aloo poori and gajar ke halwa
A- meri favorite
P- such mein meri doll ko bhi yeh dono favorite hai
A- doll?
P- wo meri dost ki beti hai jo meri bhi beti
A(in mind)- matlab sabh mujhe bula nahi
A- lekin ab wo kaha hai
R- pata nahi didi hum buz pray kar rahe hai ki wo jaldi mil jaaye
J- hum usse bahut miss karte hai
Sh- mai apni princess ko bahut miss karthi hoon and shivaay bhi apna jaan ke liye taras raha hai
T- shivaay ko aise nahi dekha jaatha hame kash jaldi wo mil jaye
A(in mind)- shiv bhi mujhe bula nahi
A- I pray ki aap ki doll/princess/haan aap ko jaldi mil jayeAfter breakfast
A- mr. oberoi kab ayenge.
R- athe hongeMeanwhile shivaay entered OM speaking in a phone
Shivika shared an eye lock which broken by rudra
R- bhaiyaa yeh anika didi mere matlab anika mehrana hai deputy Commissioner of police aap ki security
S(in mind)- she is so beautiful yaar. She is just looking lavishing yaar. Shivaay tujhe kya hogaya hai kaisi kyaal aa raha hai tera dimak mein. But mujhe aise kyu lag rahe hai ki yeh meri jaan hai. I can feel her. But mujhe conform karna hai. But kaise kuch tho karna hai
A(in mind)- shiv aaj bhi itne handsome jaise bachpan mein the. Unki ankhein aaj bhi rang badalte hai. Mujhe aaj bhi inn ki ankhon mein apne liye pyaar dik rahi hai.
R- kaha kho Gaye dono
A- wo hello mr. Oberoi I am anika mehrana deputy Commissioner of police aap ke security ke liye yaha hoon.
S- shivaay Singh oberoi
A- jaanti hoon. Ok aaj se mein apki service mein 24/7 rehne wali hoon. Aap ki safety ke liye and aap mere permission ke bina kahi jaa sakte hai
S- what mai tumare permission ke nina kahi nahi jaa sakta that never gonna happen
A- it must be happen Mr. Oberoi as they are rules. And anika mehrana apna duty se peeche nahi hathi hai. Iss liye aap ko yehi behtar hoga ki aap mere saat co- operate kare. And haa jab mein duty mein rahungi tab mai kisi ka nahi sunti hoon. Iss liye aap mujhe kuch bhi sunane ki koshish math kijiye.Precap: oberois get doubt that anika is their ani
So that's it for today guys.
How is the chapter?
Please don't forget to vote
Drop your comments.
YOU ARE READING
childhood sweethearts (Completed)
FanfictionIts a shivika love story which started in childhood. but circumstances made there story complicated. I can't say more than this so peep in to know more.