P
my dear wife nandani "malhotra menstion sab hall main bethe hote hai
cabir - ye manik ab tak kyu nahi aaya kab se gaya hua hai
raj - beta tumhara bhai ishq kar betha hai nandani ke sath ek hi majar main pata laga kar aayega kisne call kiya kaha se kiya so just relax ok aajayega
dasi / but beta woh ladki hamare ghar ki bahu kaise ban sakti hai jiski maa aisi hai
raj - par maa ye fasla ab manik karega ki woh nandani se shadi karega ya nahi hum nahi
tab hi manik onke pass aa kar beth jata ha .cabir - pata laga kuchh
manik - ji bhai
raj - kaha ke number hai
manik - nandani ke ghar ke
nyu - what nan ke ghar ke .
manik -han oske ghar se hi ye call aaya tha hume
navya - aap ko kaise pata ki ye waha ke number hai
manik -,mughe pata hai kiske ye nahi bata sakta main chalta ho subha hum sab menglore chal rahe hai aap sab tayyarr ho jaana .
manik ye keh kar apne room main chala jaata hai .
aur bahar sab heran pateshan. bethe reh jate hai
raj - kaha tha na maine ye fida ho gaya hai nandani par nyu tum bhi fida ho gayi thi na nandani par to achha huana kal shagun dekar aa jayenge hum oske hatho main .
dadi - chup kar kuch bhi bolta hai jo mom main aaye woh .aise hi shagun de aayegi manik ne han kab kiya hai abhi
cabir -woh to kal kar dega lag to aisa hi raha hai hum sab ko kyu maa .nyu - han beta
subha manik sab ko ready karke menglore ke liye nikal jaata hai aur sab afternoon se pehle menglore nandani ke gate ke bahar khade hote hai .
gate nandani kholti hai aur sab ko waps ek sath samne dekh kar oski aankho main anjani si chamak aa jaati hai aur najar pichhe khade manik par chali jaati hai jo pichhe se ose hai kahta hai
nyu - hum ander aa jaye beta tumkaho to
nandani - ji aunty plese aaye na .
sab ko phir se ek sath dekh kar sabhi hernreh jaate hai
badi bahu - ye han.karne aate hai ya na na hi karne aaye honge han to karne se rahege pov end .
ramesh - are malhotra sahab aap ne bataya nahi aap aa rahe hai .hum kuchh khatir ka intejam karte aap ki
nyu - bas ji aagaye amms kaha hai
tab hi amns aati najar aati hai
manik jaa kar onke pair chhota hai
amns - jite raho beta .
sabbeth jaate hai
anns - aap sab kaise aaye phone par hi baat ho jaati
manik - amms bat hi kuch aisi thi issliye ana pada .
nandani chonk kar manik ko dekhti haimanik - amms nandani ki mom kaha hai .
ammms -badi bahu ki tarf ishara karke ye rahi
manik -step mom nahi asli maa kaha hai oski
ramesh - woh bahut pehle mar chuki hai beta ji .
manik - aap ne hume ye baat kyu nahi batayi sir koi aur hume phone karke woh sab kuchh bata raha hai jo aap bata dete hume .nahi batya tab hi iss ghar se phone gaya hamare yahan par sab bate osne batyi thi
aap ne kyu nahi batayi bolebadi bahu_ phone
kon karega beta yahan se os bat ke liyw tum hi kaho
amms - maine kiya tha phone manik ke ghar par amms khade hokar bolti hai aur sab shoked se amms ko dekhne lagte hai aur nandani ke father gusse main amms ke samne jakar khade hote hai aur.
Ab aage kya hoga .
Amms ne phone kiya tha badi bahu na nahi.
आप पढ़ रहे हैं
my dear wife nandani
Mystery / Thrillerit's a manan story but littel bit mysterious I hope you all like it.