Subh tumhare saath, jaab shuru hoti hai.
Din suhhana laggne lagta hai.
Muskurane laagti hu, jab tumhare baate yaad aati hai.
Kal ki parchai chūtanē laagti hai, jab tumhare saath rahe ti hu.Tumhare hone ka ehasas, mujhe nai zindagi derahe hai .
Tumhare hone se ek naie jaan aarahi hai.
Kahee johe khoee this mee, Ab wapas millne aai hu.
Nai raang , nai aadao se Zindagi jeene aai hu.Ye muskan bhi nae.
Ye addate bhi nae.
Ye shaarmana bhi naya.
Ye daar bhi naya.Daarti hu tumhe khone see.
Daarti hu tumhare nafarat banne see.
Daarti hu ki tum barbaad na hojao meri waja see.
Daarti hu ki tumhare raaste ka kaata banjao gi Mee.
Daarti hu ye kushi chin Jai gi mujhse.Par fir tumhe dekh ti hu, tumhare wishwas pe wishwas karne ka maan karta hai.
Purani baate sab bhul Jane ka maan karta hai.
Jeene ka fir maan karta hai
Fir umeed jisse dafna chuki hu usse zinda karne ka maan karta hai.
YOU ARE READING
Letting it out....
PoetryThis book is series of poem depicting feeling which we cannot speak it's juzt the feeling being poured ... This is mainly hindi poems which has the traditional twist !!! "Life is easy making it easier is difficult.."