1

326 30 7
                                    

One fine evening in Mussoorie , a beautiful girl was running on the roads with a letter in her hands .
The girl was none other than zoya (female lead)
Zoya : yeh letter humare zindagi ka sabse keemti tohfa hai aaj jab abbu yeh dekhenge toh bahut khush honge.. ( she smiled and started running towards her home).
.
.
Zoya : suniye sab hume ab sab ko ek khushkhabri dena hai

Abbu(Waseem kapoor): Arey kya baat hai bacha aaj toh aap bahut khush lag rahi hai bataiye yeh muskurahat ka raaz kya hai

Ammi (Roshnaq kapoor): haan haan hum bhi toh jaane ki humari pari ki khushi ka karan kya hai

Zoya: (smiling widely opened the letter and gave it to her abbu)
Humara sapna sach hone wala hai

Abbu : Zoya aapka admission ho gaya aap London jaane wali hai hume yakeen nhi ho raha aap london ke top colleges mai jaa rahi hai

Ammi: Mubarak ho beta hum baata nhi sakte ki kitni khushi mili hai aaj humko yeh sun kar

Abbu : Mubarak ho beta
(And both of them gave blessings to her)
Abbu: Par beta ek baat mai yeh kabhi nhi suna chahata ki aap kisi se waha jaa kar ishq kar baithe ,Asha Karte Hain Ki Aapko Hamari baat samajh aa gai Hogi ( in a serious tone)

Zoya : jii abbu (lowering her eyes she said )
.
.
.
In London , a rich young singer was in his cabin taking about his singing skills

Aditya (male lead ) : I am having my next concert on 15th october if you have any issues regarding it u can contact Mr. Segal, my assistant.

Man: Alright sir hope to see you soon all the best for your consert

Aditya : thanku so much
(The man left )

Hooda mansion
Harshvardhan Hooda (Aditya's father ): Where is Adi? He must have come hope its 12 now (he said in a serious voice)

Anjana hooda (Aditya 's mother) : he must be coming aap fikar matt kijiye

Harsh: kaisa na karu pata nhi kab aaega

After more 2 hours aditya came it was 2 am at night he was little drunk and was talking to a girl on phone

Aditya: i hope you enjoyed

Girl: ofcouse Adi hope we get a better night again

Aditya: sure baby why not
(And they cut the call)

Anjana : adi phir se tu yeh sab kar ke aaya hai tujhe aisa nhi karna chahiye tere dad ko bahut bura lagega tu samjhta kyu nhi Adi
(In a angry voice)

Aditya : Mom relax its London its very normal here yeh India nahi hai so chill

Anjana was about to say something but was cut by harsh

Harsh: haan beta yeh london hai malum hai hume bhi, par humlog India se hi aaye hai thora bhi sharam nam ki cheez nhi hai tujhe.

Aditya : dad relax chilana band kijiye arey yeh meri life hai mujhe jo karna hai mai karu ab log plz meri life se thora durr raheye .

Anjana: yeh koi tareeka hai adi, maa baap hai hum tere aur tu aisa humesha karega toh Arjun ( adi' younger brother) toh tujhse yeh sab seekega na

Aditya : maa hum London mai rahete hai yaha aapki so called society nhi hai so plz relax kareye aur Arjun bhi bahut bada ho gya ussko bhi plz aapne tareeke se jeene de

Harsh: chalo Anjana isko samjhane ka koi faida nhi ( and they both went away giving adi a furious look)
.
.
.
Back in Mussoorie , zoya was bidding farewell to her parents and was about to leave when someone hugged her from behind , she was Noor ( Zoya's younger sister)

Zoya: tu kab aaye Noor ( smiling and hugging her)

Noor: bas ab toh humko koi yaad nhi karta bola bhi nhi mujhe aapne ki aap jaa rahe hai ( said with a fake anger)

Zoya : meri Kohinoor ek baar aapna phn check Kar Lijiye Kitni bar call lagaya hai Humne aapko Aur aapane Ek Bar Bhi uthaya Nahin

Noor: ops sorry di maaf karo (said biting her tongue)

Roshnaq: arey zoya aapki flight ka time ho raha hai ab Aap Ko Chale Jana chahiye

Waseem: Meri dono betiyon ko Aise Dekh Kar bahut Khushi milati Hai Mujhe Bhagwan aap Dono ko Hamesha khush Rakhe

They both bend down to take their blessings

Zoya: ab Ham Chalte Hain aap sab ki Hamen bahut Yad Aaegi Nur Hamare gear maujud Ki Mein sabka Dhyan rakhega

Noor: are the aap Fikar na Karen Ham Sab Ka Khyal Rakhenge

Zoya : chalo tab Ham Chalte Hain bye
(She was about to enter the airport when noor called her name)

Noor: jaan I miss you jaldi aana

Zoya: Kohinoor i will miss you too I love you so much

Wassem: Apna Khyal Rakhna baccha aur Jo Baat Humne aapse kahi hai usko Dhyan mein rakhega, vahan jakar Kisi bhi ladke se nahin Dosti Aur Ishq ke bare mein toh soche bhi na hume lagta hai ki aap samjh gayi honge hamari baat Chaliye Ab aapki flight ka time ho gaya hai ab aapko Jana chahie Apna Khyal rakhega aur pahunchne ke bad call kar dijiyega

Zoya: jii abbu Ham aapki Kahi Har Baat Kar Dhyan Rakhenge aur pahunchne ke bad call ya message Jarur kar denge......

She sat in her flight and flew away from Mussoorie to London
.
.
.
What is waiting for Zoya in London ?
How will they meet ?
Aage Ki Story jaane ke liye mere sath Jude Rahe
please vote and comment and ya please let me know if I made any mistake or if you want something else to be written

Love ya❤

Adiya : an untold love story Where stories live. Discover now