4

210 27 4
                                    

At morning, it was 8

Zoya: yeh bhagwan 8 baj gaye 9 baje mera college hai Zoya tu late nahi ho sakti chal jaldi

She got freshen up and went directly to her college
.
.
Anjana: Adi wake up bahut late ho gya hai aaj tera pratice hai na kyu time waste kar raha hai jaa na

Adi: uff mom kal raat ko mai so nahi paya tha sone do na

Anjana : kal raat ko so kyu nhi paya tha tu kaha tha ? ( in a serious tone)

Adi: mom please itne baar bolu mai aapko ki meri zindagi hai mai jo chahu woh karu so please aap jaiye

Anjana : adi... (she was cut when her mother in law entered and said)

Grandma : Anjana tu jaa ke nashta banaa Mein Adi ko dekhti hu

Adi: good morning grandma

Grandma : good morning bacha mujhe kuch jaana tha tujhse sach sach bolega

Adi: arey aap puchiye mai sab sach hi boluga

Grandma: Achcha pahle toh uth kar baith phir main batati hun
(Adi got up)

Adi: boliye

Grandma : kal Raat kis ladki se mila

Adi: he was shocked and said aap kya bol rahe hai mai samjha nahi
( trying to act inocent )

Grandma: yah Jo natak Hai Na Tera yah Mere Samne Mat Kar chupchap Bata kis ladki se mila tha tu, Maine Dekha Tha bahut Muskura raha tha kal raat

Adi: woh....h ac..tually na mai toh

Grandma: Aise Ruk Ruk kar bolane Ko Nahin Kaha beta chupchap batana kaun hai woh ladki jisse milkar pura raat muskura raha tha tu

Adi:  Ab To Sach batane Padega ( he said murmuring)

Grandma: kya

Adi: bolta hu grandma par promise kisiko nahi bologe aap

Grandma: tera koi bhi secret bola hai kisiko ko chal bol

Adi: han grandma Kal Main Ek Ladki Se Mila bahut hi Khubsurat thi uski Aankhen Uske Bal Uske Mulayam Haath ,Sab kuch Itna Sundar tha usko dekh kar aisa lag raha tha ki Waqt Vahi ruk Jaaye aisa lag raha tha ki Khud Pari chal kar Mere Paas Aaye Hai Aur bus usko Dekhte Dekhte Mein Kho ja raha tha pata nahin grandma yah kya ho raha tha mujhe par Sab Kuchh itni jaldi ho gaya ki Kuchh Samajh Mein Nahin aa raha tha yah Kaisa Ehsas Hai
( he said smilingly )

Grandma: (she was very happy after listening his dear grandchild 's feeling )
Yeh Ehsaas Tujhe kabhi bhi  Kisi Aur ladki ke sath Hua Hai

Adi: Nahin grandma yeh naya hi Ehsaas Hai

Grandma: arey bacha yeh pyaar hai tujhe uss ladki se ishq ho gya hai

Adi: nahi nahi aisa kaise ho sakta hai mai aur ishq nahi nahi
(He forced a smile to hid his own inner feelings)

Grandma: tu bahut ziddhi hai par tujhe yeh zaror samjh aa jayega

Adi: aisa nahi hai grandma okay mera pratice hai mai fresh ho kar aata hu bhook bhi lagi hai

Grandma : okay beta
(And she went adi on other was thinking abt her grandma words in the shower)
.
.
.
Zoya: sorry sir

Professor: today is your first day and u are late unbelievable

Zoya: i am really sorry sir will not repeat it anymore

Professor: okay come take your sit

Zoya : thankyou sir
.
.
Zoya made a new friend her name was Anaya .
.
It was 6 pm

Adiya : an untold love story Where stories live. Discover now