talks

870 62 11
                                    

Anika was sitting on the bed
She has having tears in her eyes

Shivaay came there and wiped her tears

S- tum jaante hona anika mai tumari ankhon mein aasu nahi dek saktha
A- I am so sorry shivaay
S- kis liye
A- mujhse nahi hua hai shivaay
S- anika mai jaanti hoon tume apna dard share karne ki adat nahi hai. But tume yaad hai Maine tumse kya kaha tha. Mai sirf tumara pati nahi ek dosth bhi hoon saat mein. Kahana maine
A- haa
S- tho as a friend mujhe batao. Kyu tum utna gusse ho gayi. Share your pain with me anika. Tum he kehti hona share karne se dard kam hota hai tho batao
A- shivaay baat sirf meri nahi hai shivaay. Baat chutki aur bhavi ka bhi hai. Aap ko pata hai jab mujhe pata chala ki papa nahi hai mai tuti thi. But kush thi aap sabh hai mere saat. Maine aaj tak kabhi apna dard kisi se share nahi Kia lekin mai aap se karna chahti hoon
S- haa
A- shivaay mai 7 saal ki thi shayad jab papa hame chodke chale Gaye the. Tab na mujhe kya hua yeh mujhe teek se yaad nahi hai. Per mai biwosh thi aur jab mai UTI thi tab mai temple ke stairs pe thi
S- haa tumne yeh baat mujhe uss din bataya tha na jab hum tumare ghar gaye
A- haa  jab mai uti thi na mere dimak mein sirf ek he baat chal rahi thi ki chahe kuch bhi ho jaye mein apna chutki ko kuch hone na doon uska kyaal rakon acche se. USS din se mai sirf USS ke liye jeene lagi hoon. Lekin ek din achanak kuch log mujhse chuki ko cheen liya. USS din mere jeene ki wajah he katam hua hai. Fir sahil ke papa mujhe godh liya. Lekin wo log bhi mujhe chodke Gaye shivaay. USS din se mai sirf lad rahi thi shivaay. Duniya se, bagwan se, zindagi se, apna kismat se, khud se. Duniya ke badameez bate sunne ke bhi adat ho gayi mujhe

Shivaay recalls how he misbehaved with her. He felt very bad that

S- I am so sorry anika
A- aap ko kyu sorry bol rahe  hai
S- Maine bhi tume kayi baar jaan anjaane mein bahut hurt Kia tha na
A- nahi shivaay.

She hugged him

He kissed her hair and caresses it

She broke the hug

A- ab tho mai tak chuki hoon shivaay mujhse aur ladna. Aur sirf mai he nahi chutki aur bhavi bhi bahut kuch saha hai. Mai papa ko aur baaki sabh ko maaf nahi kar sakti. Mere saat aap hai yeh mere liye kaafi hai. Mujhe kuch bhi nahi chahiye
S- I always with you anika

He hugged her again

In rikara's room

G- omkaraji Hume  tho maa ka pyaar mila hai. Lekin jiji ka kya wo tho poore zindagi logon ki sunti baiti. Accha hua ki shakan ji ne bade bhaiyaa ko bheji unn ki  zindagi mein  warna pata nahi bichare meri behan ke saat kya hoti  aur bhavi wo tho poore zindagi USS sultan se badla lene pe tuli hui thi. Wo kabhi kudh ke baremein socha bhi nahi. Hamesha duty. Agar mai papa ko maaf kar diya na wo meri behno ke saat naa insaafi hogi
O- gauri mai samaj sakta hoon. Tumpe kya beet rahi hai ab. Aur mai hamesha tumare saat hoon
G- thank you omkaraji
O- never mind

He hugged her

In rikara's room

B- Rudy hum teeno ki lives itna accha nahi the. Humare pass tho Commissioner sir the aur chutki dii ke paas unn ki maa. Lekin niku dii ka kya. Unn hone poori zindagi ladte rahi. Aur nani bhi bahut galat kia hai maa aur badi maa ke saat. Mai unne maaf nahi kar sakti
R- mai samaj raha hoon

Pool side

O- teeno behne bahut kuch saha hai apne life mein
S- aur humne unne kayi baar hurt bhi kia
R- bhaiyaa past is past hum apna wives ko ab kush rahenge aur hamesha uska saat denge

Shivkara looks him with surprise

R- kya hua. Maine tho kuch galat kaha he nahi
S- I am surprised
O- tum itna mature kabh ban gaya
R- wo tho mai pehle se tha but aap log he late se samja mujhe

In shivika's room

A- Maine kuch galat tho nahi kia na
G - meri jiji kabhi galat nahi kar sakti
B- iss liye hum dono aap ke saat hai

Trio had a hug

PRECAP: anirivya's decision



Please vote and comment

Saviour of the family (Completed)Where stories live. Discover now