out of coma

4K 216 24
                                    

2 years passed away
This 2 years are like 2 births like shivaay
There was no moment in anika
She just moves her little finger sometimes

S- arre anika aur kitna wakth aisa soyegi yaar.

Meanwhile doctor enters

Dr- congratulations mr. Oberoi
S- kis liye
Dr- mrs. oberoi mein bahut improvement hai. Wo kisi wakth coma se bahar aa sakti and yeh sabh tumari pyaar ki wajah se ho raha hai
S- thanks doctor. Aap ka medication bhi ek reason hai

Doctor smiles and leave

Shivaay sat beside anika and held her hand

S- dekha biwi doctor bhi keh diya ki tum teek ho. Ab tho utja jaanu please
Aur kitna satavoge mujhe haa. Itna bhi Taras nahi hai apna bagadbilla pe utjao na

Anika blinks her eyes

But shivaay doesn't see

S- please anika mai intezaar kar kar ke tak gayi hoona. Mai tumare bina nahi jee sakta aur

He sobbes

Voice: shivaay

He opens his eyes to see her in conscious state

He feels blessed to hear her voice
He feel blessed to hear his name from her after 2 long years

A: shivaay aap rote wakth bilkul acche nahi lagta
S: jhnasi raani kya banake rakha hai khud ko haa. Tum ek baar mere baremein socha kabhi. Kya tum socha ki mai kya karta tumare bina haa
A: shivaay mujhe kuch nahi hua mai yahi hoon. Aap ke saamne hoon aap ke saat hoon. Kahi nahi gayi mai.

Shivaay immediately hugs her and starts crying like a child

A: shivaay please rona bandh kijiye na jaise aap mujhe rothe nahi dek sakti hoon mai bhi aap ko rothe nahi dek sakthi

He immediately broke the hug

S- tum teek tho hona

He kissed her forehead being so emotional

A- mai teek hoon. Aur zinda bhi hoon. Koi boot nahi hoon samje.
S- kisi bhi moment ko ek crack karke usse comedy banana koi tumse seeke so anika so anika
A- waise aap ko ek baat batavu mai aap ko na itna jaldi chodke nahi jaane vali hoon
S- agar tum jaana chahte ho bhi na mai tume nahi jaana dunga
A- aacha ab aap na emotional zone se bahar ayi hai aur jaldi mere tadibaaz bagadbilla banjao. Kyonki mujhe na yeh roltu Singh oberoi bilkul pasandh nahi hai. Mujhe mere tadibaaz bagad billa bahut pasand hai
S- accha

He moved so close to her

S- kitna pasand hai

A- itna

She stretched her hands like a baby

Shivaay smiles seeing her antics

S- mai doctor ko bulate aati hoon

Shivaay was about to go but stopped by her

She held his hand

A- shivaay

He turned back

S- kya hua anika
A- I love you too

She finally confessed

Shivaay gets surprised for the sudden confession

A- jab mai coma mein thi aap bola na I love you mere jawab hai I love you too
S- yeh tume
A- jo aap ne kaha mai wo sabh sunn liya jo aap yeh 2 saal mujhe bataya tha

Meanwhile doctor enters and checks anika

Dr- she is perfectly all right
S- but doctor isse woh sabh kaise yaad hai jo woh coma mein rehte suna hai
Dr- kuch cases mein insaan sabh kuch sunn sakta hai dekh sakta hai buz respond nahi ho sakta hai
A- doctor mujhe ghar jaana hai
Dr- bilkul jaa sakta hai. Mr. Oberoi ek baar mere saat chaliye
S- ok. Anika mai abhi ayi. You take care

He came back after few minutes

A- doctor kya bola
S- kuch nahi buz medicines diya and kuch formalities
A- pakka
S- pakka
A- ok

Shivaay calls home and informs the good news to everyone

Everyone feels happy and makes arrangements for her welcome

( ruvya are married)

***

Anika comes home

Dadi does her harathi and welcomes her

A- chutki

Anika hugs gauri

G- jiji

They gets emotional

G- aap ko kaise pata hai.
A- woh mujhe sabh yaad hai jo shivaay mujhe bataya jab mein coma mein thi
G- accha ab chaliye room mein aur rest lijiye mai aap ke liye kaane ke liye lati kuch
A- haa jaldi lao 2 saal se kuch kaya nahi bahut zor ki buk lag rahi hai mujhe
G- haa

Anika goes to room

All oberois take good care of her excluding pinky

P- yeh bagwan yeh wapas agayi firse mujhe tho laga ki yeh sida bagwan ke paas jayegi

PRECAP:  shivaay ignores anika

my lifeline (Completed)Where stories live. Discover now