Part-9

681 90 9
                                    

Will bela agree to marry mahir

Continue from last part
Mahir went to a temple drunk

In temple lord krishna's statue was there

Mahir came in and finds its empty

Mahir looks at statue and start talking with it becsuse he is drunk so he is not in his sense

Mahir: meri zindagi ki tarah apka ghar bhi khali hai

Mahir smiles and says "acha hai kam se kam ek meeting ho jayegi apni"

Mahir: acha mai andar aa jau koi problem to nahi hai na
And waits for answer and says "aere sorry bul gaya tha aap kaha bologe"

Mahir came close to statue and sat infront of it

Mahir: to hum kaha the...haan mujhe aapse baat karni thi haan to jab mai chota tha na meri maa(mahir's first mother) na mujhe bohot pyaarr karti thi mai bhi apni zindagi manta tha unhe, mgar ye dekha nahi gaya aapse (noding his head in no while saying this)
Aur cheen liya jinhe mai sabse jyada pyaar karta tha unhe cheen liya badi khusi miti hai aapko yeh sab karke bohot maja aata hai ek hi insaan ko baar baar todke chlo waha tak toh mai apne aapko smajha liya tha and you know i have a dad who taught me my duties towards his business sometime i feels frastrated by all this i also want some love and care but no one was there for it and then she(bani) came in my life she taught me love she became my life she became my everthing but usko bhi nahi choda usko bhi durr kar diya mujhse maja aata hai yeh sab karne mein maine kabhi kisiko tutta hua nahi dekha tha tapdapta hua nahi dekha tha lekin ab har roj apne aap ko marta hua dekhta hun apna janaza apni Aankhon Se dekhta hun, maa ke jaane ke baad mai manta nahi tha aap mein(pointing towards the lord krishna's statue)

Other side

All are in shocked by kunti satement

She joins her hands infront of bela in a way to request and her eyes filled with tears

Kunti: ab bela tum hi mere mahir ko baccha sakti ho plz vo akela hai mai usse aese nahi dekh sakti

Mr.sharma:to aap kya chahti hai aapke bete ki wajah se apni beti ki zindagi Barbaad kar du yeh rista nahi hoga

Kunti :aisa mat kariye plz humari akhri umeed bela hai pehle mene socha tha ki bela ko bani banake le jaungi lekin vo usse vo aur jyada tut jata agar usse sachai pata chalti

Mr.sharma: nahi bilkul nahi meri beti koi bojh nahi hai mujpe jo mai usse kisi ko bhi de du

Kunti: bela plz mat karo mahir ki halat bohot kharab hai usse autophobia(A phobia when a person tries hurt himself when he/she is alone) hai jab se bani gayi hai tab se vo apne aap ko marne koshish karta hai plz mahir ko bacha lo bela i beg you

Whole sehgals family is shocked including sharmas because only kunti  know about mahir's condition since three years

Unknowingly bela's eyes became teary and she says "mai tayiyaar hu iss shadi ke liye" kunti smiles widely and bela

Kunti: thankyou beta tum nahi janti tumhe kitna bada ehsaan kiya hai😭

Juhi :di yeh kya kar rahe ho aap
Mr.sharma: haan bela apni zindagi apne hatho se barbaad kar rahi ho

She hugs her father and says " mai ek doctor hun aur doctor ka kaam hota hai patient ko bachana maine yahi oth Li thi na plz dad "
Mr.sharama: bela lekin aise

Bela: dad apne hi kaha tha na ki ek na ek din mujhe shadi karni hi hogi to agar mere aisa karne se kisi ki zindagi  theek hoti hai to mai karungi shadi plz dad

Mr.sharama: agar tujhe yahi theek lagta hai to mai kese mana kar sakta hu (to kunti) yeh rishta humari taraf se pakka hai

Bela smiles hugs her father
Uv: lekin mahir bhai kahan hai

Again at mahir

He is gulping beer bottle puts a bottle a side and says " rude tha bigda hua tha har raat ek nayi ladki ke sath phir bhi usne mujhe accept kiya usne apna har rista bohot acche se nibhaya sab theek chal raha tha par aapse meri khusi kaha dekhi jayengi to uss..usse bhi ma...maar diya"

Then he starts crying badly and breaks the alcohol bottle which he was gulping and and unknowingly lies on floor where the pieces of glass spread on floor and soon he looses his conciousness while crying

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Then he starts crying badly and breaks the alcohol bottle which he was gulping and and unknowingly lies on floor where the pieces of glass spread on floor and soon he looses his conciousness while crying

Imitihaan-ne-mohobbat (On Hold)जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें