“Chodo mujhey Janey Do darwaza kholo kyu band kar rakha hai mujhey kholo...Yahan bhot Andhera hai open the door Jaaney do mujhey”
Rakhi - Rishabh utha kitna soyega??
He wakes Up with heavy breathing and sweating heavily
Rakhi - Kya hua Rishabh tu theek hai??
Rishabh - N..Nahi mera matlab H..haan Main theek hu.
Rakhi - Tune Phir se vahi sapna dekha?
Rishabh - Nahi!!
Rakhi - Tu bata kyu Nahi deta Mujhey kya hai jo tujhey pareshan kar rha hai kyu akele seh rha hai kuch tou bol.
Rishabh : Mom Apko tou aaj party mein jana tha na? Jayein aap late ho jayengi.
Rakhi - Baat mat palat maine tujhsey kuch poocha hai jawab de?
Rishabh - Mom Bina wajah Fikr kar rahi hai aisa kuch Nahi hai.
Rakhi - Rishabh Meri baat tou Sun... Rishabh... Ye ladka kabhi nahi sunta meri.
On The Other Hand In Arora House
Jala Hain Jism Jahan
Dil bhi jal gya hoga
Kuredtey ho jo ab rakh
Justju kyaa hai?Preeta - Kitni gehrayi hai in Lines mein Kitni shiddat se likhi hain Jisne ye likhi hogi vo kaisa hoga ( She lost in her thoughts)
Shrishti - Di..... Di kahan kho gyi ap (waves her hand in front of her)
Preeta - Tu?? Kab aayi??
Shrishti - Jab Ap Apne khayalon mein khoyi thi?
Preeta - Tune ye novel padhi ek ek line se aisa lagta hai jaisey Apna Dil khol k rakh diya ho... Bas life mein ek baar Milna hai unse.
Shrishti - Ap na ye books se door hi rakho mujhey itni padhaku hoti tou aaj scientist hoti main.
Preeta - Tu kabhi nahi samjhegi!!
Shrishti - Samjhna bhi nahi Ye Novels Apko hi mubarak.
Scene Changes
Rohan was roaming here and there in tension.
Rohan - Ye Rishabh Call kyu nahi utha rha
*Rishabh Picked up the call
Rishabh - Haan Rohan Bol.
Rohan - Kahan hai tu Kabsey call kar rha hu abhi tak aya kyu nahi?
Rishabh - Kahan?
Rohan - Kahan Matlab? Tu bhul gya k aaj press conference hai.
Rishabh - Nahi bhula but Main nahi aaunga.
Rohan - Tera phir se shuru ho gya? Akhir problem kya hai tujhey?
Rishabh - Meri problem ye hai k main nahi chahta koi meri life mein ya mere aas paas bhi aaye nafrat hai mujhey logo se aur ye tu bhot acche se jaanta hai phir kyu sawal karta hai baar baar.
Rohan - Rishabh lekin main akele sab kaisey sambhalu.
Rishabh - Ye sab log tere liye aayein hain mere liye nahi aur Media bhi tere liye aayi hai tou tu sambhal unhe.
YOU ARE READING
Bekhayali🥀
FanfictionThis Story Revolves Around A Boy Named "RISHABH LUTHRA" and A girl Named "PREETA ARORA" Rishabh Luthra is Writer And Novelist who loves to write poetries but he is extreamely introvert and afraid of love because of his past. His Novels Were Publishe...