Part-1

755 22 5
                                    

Hrithik - Phoolon Mein Khushboo Hai, Is Dil Mein Ek Tu Hai,
Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain,
Kareena- Nainon Mein Jyoti Hai, Seepi Mein Moti Hai,
Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain...

Siddharth -Jaise Hanson Ke Sung Hansini,
Jaise Chanda Mein Hai Chandni,
Alia-Jaise Kaviyon Ki Ho Bhavana,
Jaise Man Mein Koi Kamana,
Diya Aur Baati, Hum Saath Saath Hain,
Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain...

Kartik- Jaise Aankhon Mein Ho Shokhiyan,
Jaise Hothon Pe Ho Surkhiyan,
Sara- Jaise Saawan Mein Jhoome Jiya,
Jaise Sajni Ke Sung Ho Piya,
Diya Aur Baati, Hum Saath Saath Hain,
All - Janmon Ke Saathi, Hum Saath Saath Hain...

In a big mansion
Sara- uthiye uthiyena
Kartik tried to hug her but fall down as it was a dream
Kartik- hye Firse Sara
He saw the clock and it was 8 o'clock
Kartik - arre baapre Jai ram ji ki
Kartik ran down the stairs and sat near hrithik where Mamta was reading out the verses of Ramayana

In a big mansion Sara- uthiye uthiyenaKartik tried to hug her but fall down as it was a dream Kartik- hye Firse Sara He saw the clock and it was 8 o'clock Kartik - arre baapre Jai ram ji kiKartik ran down the stairs and sat near hrithik where Mamt...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ramkishan was sitting along with Hrithik and Kartik .

In the meantime time Mamta's brother and sister in law arrived

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

In the meantime time Mamta's brother and sister in law arrived. Mamta finished reading the verses and saw them. She ran towards them.

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Mamta- array Bhaiya bhabhi ap logBhaiya- Ramkishan ji shaadi ki 40 wa Saalgira bohut bohut Mubarak Ramkishan - thank u wakil sahab Mamta-waise bhabhi Aj Bhaiya bina kale coatBhaiya - bhai Aj Humne court Se chutti li hai Warna Supreme Court Ki judg...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.


Mamta- array Bhaiya bhabhi ap log
Bhaiya- Ramkishan ji shaadi ki 40 wa Saalgira bohut bohut Mubarak
Ramkishan - thank u wakil sahab
Mamta-waise bhabhi Aj Bhaiya bina kale coat
Bhaiya - bhai Aj Humne court Se chutti li hai Warna Supreme Court Ki judge Bhi Baccha nahi sakte
Mamta- Dekha bhabhi kaise Bhaiya Mujhe chira rahe hai
Bhaiya- Arey Ramkishan ji ye lijiye ladoo
Bhabhi- Aj jijaji Ap k hato thodi g g k hato se khaiyege
Ramkishan - layie layie wo Bhi bhabhi Ap k bane hue Ladko layie
Kartik- MA Mujhe bhi
Mamta- Kyu re puja mein sabse Piche Aur mithai mein sabse age
Kartik - Aj Main bilkul time Pe aya puchiye bade Bhaiya se
Hrithik touch Mamta's  feet n wished her n Kartik took the opportunity to grab a ladoo
Kartik - thank u ma
Mamta - Tumhare seh k wajah Se ye bigarta ja rahe hai. She fed a ladoo to hrithik
Khan sahab n miss Rehana came to wish Ramkishan n Mamta
Rehana- hrithik sir Maine sare mehmano k list bana Liya hai Ap ise check ker lijiyega
Ramkishan - miss Rehana Ap Humare secretary hain Ya bacho k
Miss Rehana blushed in the comment.
Baccho NE mahine var Se tayari mein lage hue hai
Bhaiya- Sach Bolu to ayi Sab pal hai jo Sab ko Ek Jhoot kerti hai. Waise hrithik Tumhare Wo dost anwar nazar nahi Arahe hai
Hritik- tab Bhi to mama ji ghar mein sor nahi hai.  Janab Gaye hai station varun Aur shraddha ko lane
A loud cheerful voice was heard Nani Nani nani
Mamta- lagta hai varun Aur shraddha agaye
Shraddha ran towards her family n hugged each one.
Hritik - Anurag Bhaiya Aur Jyoti bhabhi nahi aye
Varun - apko to pata hai Bhaiya ko kaam Se fursat kaha
Mamta- per unke do Bacche to agaye hai. Sach varun bete Humare Ek nahi teen nati-natin hai. Bacho ye Lo chocolates
Shraddha - a a  sirf Ek sweet djiyega mummy unke jeb Pehele Se he chocolates se vare hue hai
Mamta- Arey humse Pehle kisne chocolate dia
Shraddha  - anwar bhaijaan k lar hai mummy.
Anwar - Khud Galti kerte Ho Aur kusur war Hume therate ho
Shraddha hid behind hrithik 
Shraddha  - sorry bhaijaan
Anwar- accha Maaf kiya ye le chocolates kha
Ramkishan - thank you for the gift varun bete (varun gifted a Sherwani)
Shraddha - tailor k pass beithe hue silaya Aur ye raha Apke liye mummy. Ye Bhi inke pasand hai
Bhabhi - bhai Humare Damad g k Jawab nahi
Hritik - Janab Aj apko Dukaan nahi jana
Anwar-aj chutti
Kartik - Bhaiya Aj Maine Ek Sapna Dekha ki Anwar company and co Pe tale lag rahe hai
Anwar - Arey ye
Bhabhi - Sach he to bola tum to Humesa Yahan rehte Ho Dukaan kaise Chalti hogi
Anwar - thik chal Rahi hai mamijaan Apke dua se Aur logoko chahiye Kitna ammi jaan accha accha Khana khilate hai Aur Abbu jaan Jeevan k salikhe sikhate hai bus housefull
Bhaiya - bhai Sab k zindagi mein Aisa Ek dost Hona chahiye
Ramkishan - bhai Mera Wo dost nahi aya Ab tak
Preetam - Arey Mar Gaye.  Koi hai?
Ramkishan  - Khane k cheez hatao
But Besan k ladu Wahi Reh Gaye jo Anwar ne apne piche chupa liya
Preetam - 40 th saal gira inki Aur toffe k liye 40 chakar Humare. Sare kaam choro inke toffe k Piche Doro.
Ramkishan - chal toffa nikal
Preetam - Dekha bhabhi aya na. Ye le tere liye pocket watch Aur bhabhi Apke liye kaan k bunde. Aj k party k dress Se bilkul matching hai
Mami-ap to Kafi forward nikle apko Pehle pata tha Damad g Kya lane wale hai
Preetam - Kyu Damad g sirf Ap he k hai kya Humare Kuch nahi
Mami pulled her pallu
Preetam - Arey inke ghunghat to dekho
Anwar - Mami jaan Mami jaan
Preetam - padke Gaye Besan k laddu padke gaye
Ramkishan - sirf Ek Khana doctor NE mana kiya hai
Preetam - are beti doctor kya ban Gayi  Jeena Muskil ker dia hai dieting Karwa Karwa ker
Shraddha - Waise uncle Alia hai kahan
Preetam - Arahi hogi Dr Sharma k clinic se
Doctor - Ramkishan ji bhabhi ji Ap Dono ko sargira k hardik subkamnay
Ramkishan - thank you Dr saab
Shraddha - Dr uncle Alia kaha hai
Dr - yehi per to thi kaha gaye
Alia came from behind n scream near shraddha ' s ears boo
Both ran
Mami - jiji ye ladikiya Bhi boys log se kam nahi hai jahan bachpan k friend mili wahan he finished

Hum Saath Saath HainWhere stories live. Discover now