Family

1.5K 63 4
                                    

So Iss story main har weekend  Abhirika aur Dareya ek hi ghar main guzarte hai kabhi kabhi kavin bhi wahan aa jata hai  kyunki jab purvi zinda thi toh har weekend par kavi bhi waha hote the.. iss ghar ka naam unhone OUR HAVEN rakha hai..

AT OUR HAVEN....

Abhirika and dareya present there.

Abhijit and Daya sofe pe bhaithe hote hai. Tarika aur shreya kitchen main hoti hai. Aur Armaan aur Diksha khel rahe hote hai.

Abhijit : Yaar Daya mujhe kavin ke liye bohat bura lagta hai kabhi kabhi..

Daya : hmm bura toh mujhe bhi lagta hai.. yaar main toh purvi ko bhi bohat miss karta hoon jab vo thi toh kabhi bhi ek behn ki kami mehsoos nhi hui...

Abhijit : hmm.

Tabhi shreya aur tarika wahan aati hai..

Shreya : kya baate ho rahi hai dono main..

Daya : arre nhi kuch nhi bas yuhi..

Tarika : ok..

Abhijit : waise khaane main kya hai..

Tarika : Pasta..

Abhijit : wow pasta..

Shreya : sorry Abhijit sir pasta aapke liye nhi hai bacho ke liye hai..

Abhijit : arre toh phir humare liye kya hai..

Tarika : aapke liye Bindhi aur aloo gobi ki sabji hai.

Daya : wow vo bhi theek hai..

Tabhi door bell bajti hai..

Tarika : main darvaza kholti hoon.

Tarika door kholti..

Tarika : arre kavin tum..

Kavin smile and said : haan main vo yaha se guzar raha tha toh socha milta chalu aap sabse..

Kavin enter hota hai. Kavin ko dekh ke armaan aur diksha waha aate hai..

Armaan : kv chachu aap toh bohat din baad aaye ho busy the kya..

Kavin : haan champ busy tha thora sa..

Diksha : par chachu aap busy the toh call toh kar sakte the na..

Kavin : hmm.... call toh kar sakta tha.. arre haan call toh main kar hi sakta tha.. dekho chachu na anhi bhudhe ho gye hai mere dimaag main hi nhi aaya..

Diksha : no chachu aap budhe nhi ho aap toh bohat young ho..

Kavin : accha..

Kavin Armaan aur Diksha ke forehead par kiss karta hai. Aur abhijit aur daya ke pass jaata hai..

Abhijit : kaise ho kavin..

Kavin : theek hoon sir..

Daya : aur chalo dinner kar lo..

Kavin : nhi sir mujhe bhook nhi hai..

Shreya : Arre aise kaise bhook nhi hai.. khaana toh aapko khaana hi padega..

Kavin : dekho shreya i swear mujhe bhook nhi hai.

Abhijit : ab shreya itna keh rahi hai toh khalo thora sa varna bichari ka dil toot jaiyega..

Kavin : ok sir.

Kavin khaana khata hai.. aur chala jaata hai.

KAVIN HOME...

Aishleen Kavin ke room main hoti hai..

Aishleen : wow What a handsome hunk he is.. i am in love with him.. kavin kitna cute hai par humsha akdu sa hi rehta hai.. hmm lagta hai apni wife se bohat pyar karta tha..hmp..

Rulake Gya Ishq Teraजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें