Dil Ki Awaz

10 3 0
                                    

I thought,

I thought about that voice, phone par woh aawz kiski thi, itni sweet jese ki doob janeka maan kar raha tha.

Kya wohhh....

Har roj me usi corridor se guzrarte hue jata tha, jahan se roj Pari ko dekha karta tha. Uski yaadon me khona jese sukun sa milta tha, himmat nehi hoti thi ki sharab ko apna kar pari ko bhula dun. Akhon me sapna aur dil me Pari ki yadon ko chupa ke badhta raha roz nayi subha ki aur. Sayad hi koi din aisa hoga jab ki me woh corridor se ho kar na gujrun. Usi corridor me se Pari ki ehsas ati thi. Esa lagta tha ki Pari vi mere sath chal rahi he muskura rahi he. Pari ke yaad ko kavi vi apne upper havi nehi hone dia. Bas ek bekhwaish sa khawab ki tarah roz jeeta raha.

Is tarah

Time goes on. 

Then Now & Foreverजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें