Part 42

1.8K 112 48
                                    

Oberoi Mansion

Pool side

Shi:Om how can you leave it like that

O: toh aur kya karoon Shivay. Vo nahi chahte yeh shaadi ho, zabardasti toh.nahi kar sakta na

Rudy sad: yeh kya logic hein, aap se pyar aur shaadi kisi aur se. Hum maa se kehta hein vo kuch

O: maa se kehke kya hoga Rudy,,kuch nahi, its better hum bhool jaaye

Shi: Om but, can you do it

Om shrugs his shoulders in tears. Obro hug.

After two days

College

Anika was walking. Rudy comes to her.

Ru: kahan hein aapke dost

A: meine dekha nahi

Ru: dekhoge toh bhi nahi kahenge na aap

A: aise baat nahi hein Rudra. Sach mein aaj nahi dekha meine usse

Ru: aise kaise kar sakte hein vo,mere bhai ko hurt.kiya inhone. Kyun karte hein vo yeh sab,,you are also on her side

Anika looks down sad.Rudy goes. Anika gets Gauri's call.

A: kahan hein tu, kal se phone nahi uta rahi hein

G: ghar par hein

A: kyun achanak

G: dandi ke family aa rahe hein parson humein dekhne toh dadi ne bulaya

A: tu usse,shaadi karne keliye tayyar hein?

Gauri in tears:haan

Anika sighs.

G: Omkara kaise hein

A: tujhe kya lagta hein, kaise hoge

G: kuch din baad vo teek ho jayege na

A: tu teek hoge kya kuch din baad?

G:pata nahi Anika. Unse mat kehna yeh sab

A: teek hein

G: tu naraz hein na humse

A: kaise baatein kar rahe ho,mein nahi janti kya tumpar kya beet rahi hein. Tum omkara ko bhool.paoge

G: bhulna hi padega na, Omkara ke pyar ko, unke parivar ke apnapan ko.

A: ajeeb parivar na

They both chuckle in tears.

G: acha hum rakhte hein. Dadiji aate hoge

A: hmm

Anika cuts the call.

Next day

Gauri,was in her room sitting gloomy. Gauri's mother comes to her.

Gm: Gauri

G: haan maa

Gm: tayyar ho jaa

G: tayyar kyun

Gm: naina aayege uske saat shopping chal

G: shopping?

Gm: haan ache kapde lene chahiye na kal keliye. Jaao

G: maa par

Gm; koi par var nahi jaao

Naina comes. Gauri nods and gets ready. They both comes to market.

Na: udas kyun hein

DILWALE DULHANIYA LE JAYEGEWhere stories live. Discover now