G ( herself) : vo mere naye school ka pehla din tha jab main ne apko pehli var dekha tha
Flashback.....
In sharma House
In the morning
On the dining table
Rachna ( gauri mother) : gauri bacha kal se to tumhe tumhare naye school jana hai naye friends milege excited
G ( nervous) : excited se jada main nervous ho maa
R ( worry) : par kyu bacha
G ( sad) : apto jante hi ho na maa mera nature kitna reserved hai mujhe friends banane main bohot time lagta hai Lucknow main bhi kitna time baad meri 2 friends bani thi aur ab phir papa ka transfer ho gaya ab phirse mujhe naye logo se milna parega
Adarsh ( gauri father) : bas itni ki baat are beta main ne na tumhara admission Mumbai ke best school main karaya hai dekhna yaha tumhe Lucknow se bhi bohot ache friends milege aur vese bhi meri beti to itni bright student hai kon esa hoga jo tumse dosti nhi karna chahega
G ( sad) : thik hai papa
R : chalo ab kush ho jao
In the school
Gauri reach school early she enter 11th class no one is in the class she go and sit on the last bench
G ( yahi beth jati ho agar age bethi aur vo kisi aur ki seat hoi to mera jhagra na ho jaye nhi jahi bethna thik hai)
She open her book and start reading
One girl come
G ( loudly) : oye ( gauri look at her) yeh meri seat hai
G ( gauri) : i am so sorry ( she take her bag and stand up)
G ( look at gauri top to bottom) : new student
G ( nervous) : h.. Ha
G : hmm.. Vese to main apni seat kisi ke Saath share nhi karti but kyunki tum new ho isliye tum yaha beth sakti ho
G ( little smile) : thank you
Gauri again open her book and start reading
G ( girl) : to tumhara naam gauri hai
G ( shock) : ap.. Apko kese pata
G ( smirk) : main ek magician ho kisi ka face dekh kar uske bare main sab bata sakti ho ( gauri look at her with weird eyes) ( laughing) : are dumbo itna bada identity card dalke dhomogi to kisi ko bhi tumhara naam pata chal jayega vese hi main bhavya
G ( smile) : hi bhavya
B ( smile) : vese tum to nayi ho na to abhi tak kisi se intro bhi nhi hua hoga
G : nhi
B : chalo main tumhara intro karti ho
G ( nervous) : nhi nhi main jahi thik ho
B : kya hua nervous koi na main yahi se sab ka intro karti ho
G (frown) : kese
A girl enter in enter in the class and two girls following her
B : to ab hoti hai entry hamare school ki make up ki dukan uff Ridhima Kapoor aur yeh dono hai uski chamchi riya and diya yeh dono behene hai
Bhavya intro everyone and Gauri smiling
R ( riya) : Ridhima vo aa raha hai
Ridhima get up from her seat and take her handkerchief and start cleaning first branch
B ( smile) : haa to ab hogi hamare class ke hero ki enter jiske phiche yeh chipkali haath dho ke pari hai
Suddenly a handsome boy of short hair enter in the class
R ( with a bright smile) : om tum aa gaye yeh dekho main ne tumhari seat saaf kar di
O ( smile) : thank you so much Ridhima u r a sweetheart
B ( smile) : yeh hai omkara is school ka hero sab ladkiya marti hai except me
Gauri just keep looking at omkara who is laughing on his friends jokes a unknown smile kept on gauri lips
B : oye kaha kho gayi
Gauri come back to reality
G : kahi nhi
Teacher come and start teaching after 4 periods bhavya get bored and waiting for lunch break
Bell ring
B ( happily) : oyeee bale bale lunch break ho gaya
Everyone look at her Gauri cover her face with her book
T ( angrily) : idiot ( left)
Gauri and bhavya eating lunch in the garden Gauri see a little girl crying Gauri about to go she see om come
O ( worried) : kya hua bacha
Little girl ( crying) : bhaiya main gir gayi mujhe lag gayi
O : are dekhao main abhi ise thik kar deta ho
Om open his bottle wash her injury then he take his handkerchief and to tie it in her injury Gauri how watching everything smiling
O : dekha thik ho gaya
Little girl ( happily) : haa bhaiya ( kiss om cheek) : thank you bhaiya
O : u r welcome princess mere pass tumhare liye kuch hai yeh lo ( give a chocolate)
Little girl take it and go
Gauri look at om and smiling
B ( confused) : oye tu sun rahi hai ya main ese hi radio ki tarab baze ja rahi ho
Flashback end.......
Present...
G ( smiling) : bahi din tha jab main ne apko pehli dekha tha
R ( shouting) : gauri tu nashta karne aa rahi hai ya main tomi ko dal do
G : nhi maa main aayi ( to om photo) : sorry omkara ji mujhe jana parega varna maa ghar sar par utha legi
Next day in the airport
Rudy janhvi and Shivaay go to pick om
Om come and hug rudy Shivaay and he touch janhvi feet janhvi hug him and start crying
J ( crying) : mera bacha tu kitna bada ho gaya
O : mom ap lest mouth hi mujhe milne aye the tab bhi main itna hi bada tha
J : chup kar tu kya jane ek maa ke dil ko aur tujhe vaha kuch khane pene ko nhi milta kya kitna patla ho gaya hai
O : are meri cutie mom sare question ap yahi karoge ya ghar bhi le chaloge
J : haa chal
O ( low voice) : rudy mom ko lane ki kya zaroorat thi
R : maine to mana kiya tha o but mom hi zid karne lagi
J : kya khusar pusar chal yaha
O : kuch nhi mom yeh rudy hi baato main laga hai ( slap rudy lightly) : chal jaldi
Precap : welcome party
So sorry guys for boring update 🙏
YOU ARE READING
love you forever
Short StoryGauri is a sweet cute caring shy girl who have a big crush on her classmate and neighbour omkara