💓💓💓💓💓kagaz ka panchi💓💓💓💓💓

4 2 0
                                        

Dil ye kagaaz ka panchi hai   tum ho un sard meethi hawaayon c

Jin hawayon mein main udne ko bekaraar tha

Naa jaane kaise ye  baadal aaye thae jo bhiga kar mausam chale gaye

Abhi bhi karta hun intezaar ki kab meri pehli  udaan hongi

Hatenge ye baadal or tum bhi saath hongi

Us waqt ko kaahin chupa ke rakh lunga main us din

Puchti ho tum kyun to bata deta hun

Us din ki waqt ki baat he kuch or hogi
💓💓💓💓💓💓💓💓💓💓

Shhh!!!!!!! The One Whose Not To Be Mentioned Where stories live. Discover now