nandini pov
kyun aaye ho mani phirse mere zindagi mein jab sab kuch katam ho chuka hey jab ki tum sirf mere beethey huvey kal reh gaya kyun kitna pyaar kiya tha how much i loved you manik and i still know at the corner of my heart may be i still love you but now everything is finished
you don't even know manik what i've to go through just because of your one decision i'm not saying you should have choosen me above fab5 i know manik what they are in your life but atleat i thought u would have tried for"US" manik try karna tho chod do instead even you blamed me manik u have thrown me out of your life
After going to banglore i've decided i'll not keep you in any of my feelings not even in my hate but at the end tum aayi jaathe ho mere khayalo mein i was been in depression manik beacause of u mere wajhase meri family mein sabko suffer karna pada especially amms ko vusiliya mein aams ko kush raknekeliye kuch bhi karney ko ready hogayi vussiliye mujhe jai se shaadi karni padi kyunki mein samajh gayi jis insan ko meri koi kaddar nayi jis insan se mene pyaar kiya jis insan mujhe samaj nayi paya jis insaan mujhe apne zindagi si nikaldiya uss insaan keliya mein meri amms ko aur hurt nayi karna chahthi thi unnoney mujhey zindagi di manik meri amma appa ki death honey key baath amms ne hi tho sambala mujhey
mene meri studies complete kar chukhi thi internship karha hi thi tabhi jai ka rishta aya hein amms ko laga mujhe shaadi karna chahiye jai se mein ney ha kardi manik kyunki mein jaan gayi meri khushi meri haatho mein nahi rahi kamse kam meri family ki khushi tho thi meri haath mein thi wo log bahuth kush they jab mene haan kaha phir mein jai sey mili thi unhone ney mujhse jyaada bath nayi ki thi hamesha wo apney kaam mein busy they phir shaadhi hogayi mujhey daar laga tha manik mein kese jai se intimate ho sakthi thi jab ki mein ney tumhare alava kisi aur key barey mein sochi hi nay mene hamesha meri virginity vus insankey saath loose karna chahthi thi jissey mein pyaar karthi hun
jab jai room mein aye tho mein bahuth dargayi thi mujhey laga wo mujhsey puchengey ki mein rcomfortable hoon ya nayi jese tum puchthey par esa nayi huva unhone nahi pucha mein rokhna chahthi par nahi rokhi kyunki mujhey laga agar mein ney rokhli tho woh jai keliya nain unfair hogi he doesnt deserve this kyunku tumney tho mujhey chod dhi mene meri shaadhi tak kahi na kahi intezaar karthi thi shayad tum aavogey par tum nayi aye tab mein ney meri hopes chod dhi ki tum aavogey vussiliyey mene uss raath ko reality ko accept karli ki jai hi mere present aur future hein aur tum mere past ho mein jai ko kabhi pyaar nahi de sakthi hoon kyun ki mere paas dil nahi raha mere dil kotho tumney todh dhi par mene decide karliya ki mein har responsibility nibha vungi iss marriage ko lekar mene decide karliya vussiliye mene kabhi jai ko mere se intimate honey sey nahi rokha
mujhe patha nahi tha jai kese hein merey marriage ke pehley mere 1 week of marriage mein jai mujh par bahuth chilaya choti choti galtiyyan keliye bhi vuske liya bhi jisme meri galti nahi hothi thi mujhey laga ki vunhe thoda gussa jyada aatha hein mujhey laga mein thodi vunki gussey se adjust karlungi parphir ek din vunki office mein vunhe deal nahi mili thi wo bahuth druk they jab mene vunhe room mein lene keliye aayi thi tho unhone ne mujhey maara mene rokhne ki koshish ki thi unhe apney aap keliye stand lene ki try ki thi par na hopaya phir unhone mujhey aapne aap par force kiye bahuth chilayi koi nayi aaya mujhey bachaney phir aapne aapko satisfy karke muhjey chod dhi mene khoney mein betkar bahuth royi socha tha mein nikhaljavungi iss ghar se divorce lelungi mein jai se par phir aams bahuth hurt hothi vussiliye mene socha inhe badalneki koshish karuni meney bahuth koshish ki hein par mujh se nahi hopaya wo bahuth abusive they male dominant they par mein kisisey bhi share nahi karpayi already meri family members bahuth kush they meri marriage ko lekar phir mein unki kushi ko chin na nahi chahthi jab mujhse aur nayi hopaya mene vunse divorce ki baath ki tho vunhoney muhjey dhamki dhi ki voh meri family ko barbaad kardengey agar mene vunhe divorce diya tho abh mere haath mein kuch nahi rah mene haar manli meri zindagi sey abh mujhey iss shaadi mein rehna hoga jab thak jai chahtey he
jab mene 5 saal badh tumhe dekha tho sabkuch rukh gaya tha mere liye phir vo memories yaadh agayi jab mene tumhare saath spend kiye they phir vo ba memories bhi yaadh agayi jitna bhi khoshish karti hoon manik par mein tumhe kabibi apni khayalo sey nahi nikhal payi kash sab kuch pehle ki tarha hotha kash tumne hamare liye fight ki hothi abh mein kuch nahi karsakthi
phir jab tum phirse chale gaye mujhey laga yehi reality hein aur tum aabhi jaathey tho kuch nahi hosakta hey phir mein ney aaj tumhe dekha he abh tum meri hi samne rahogey
pov end
nandini drifts to sleep after thinking about life
next morning
nandini get's up at 8:00 pm and got ready and went down and was praying for god
just then manik comes from gym and get losts in her long wet hair and natural beautiful face without any makeup she was looking so beautiful manik was in her trance and just staring her without any movement just then they hear jai's shout"NANDINI" nandini sees manik and leaves hurriedly to their room and jai suddenly grabs her hair and asks where is his coffee nandini gets scared and says him she will bring now jai doesnt want to do anything since thre are guests in his house so asks her to get fast manik was still in hall and sees nandini with tention running to kitchen after 5 minutes she comes out with coffee mug in her hand and runs upstairs manik gets confused seeing her he has always seen nandini calm in toughest to toughest situation but now she is running here and there in tention and thinking he goes upstairs
YOU ARE READING
love over fate(18+)
Romanceafter talent hunt.very different from other after talent hunt stories.there is an unexpected twist