Relation🤗🤗

629 85 40
                                    

Next day

Naina wakes sameer up early and asks him to get ready

Sameer-- *sleep laden voice* naina abhi kahan jana h tumhe ... itni subah

Naina-- mujhe nahi Mr. Tumhe jana h

Sameer-- *confused* mujhe par kahan

Naina-- office

Sameer-- par

Naina-- i know tum leave par ho... but kal jo deal nahi hui thi na...to uss silsile m tum office jao aur ek Barr khud check karo... aisi kya problem ho gyi bhala

Sameer-- but naina ... aaj to Rohan bhi ready ho gya hoga ... m rhne deta hun na ..please

Naina-- ji nahi... jaiye taiyaar hoiye... m aati hun Rohan to bta k

Sameer-- *muttering* naina devi

Naina-- suna maine

Sameer-- han thk h na ... ja raha hun

Saying that sameer went inside washroom and naina to Rohan's room. She informed him of all these. And Rohan agreed.

Sameer went to office only after giving 100 instructions to naina and Rohan.

In evening time naina was in the room and just then Rohan came and saw her bending to pick her magazine, which had fell down.

Rohan ran and said

Rohan-- bhabhi....aap ye kya kar rahe ho... aapko jhukna nahi h ... m utha deta hun

Saying that he picked that magazine and made naina sit comfortably on the bed.
Both were sitting when suddenly Rohan said

Rohan-- *looking down* bhabhi...woh mujhe na... aapse sorry bolna tha

Naina-- *confused* sorry kyon

Rohan-- woh kal aap aur bhai batain kar rahe the na .... tab maine ... i swear bhabhi jaan buch k nahi galti se...galti se aap dono ki batein sunlin thi

Naina-- koi batt nahi Rohan ... isme kya hua toh

Rohan-- actually bhabhi aap dono ki batein sun k mujhse raha hi nahi gya.... i mean m janna chahta tha ki aap kaise bhai ko shant karre ho..... kyoki bhai aise mood m kisi ki nahi sunte... and then aapne kitne maturely and patiently unko handle kiya... I mean.... aap is halat m ho jab aapko unki zarurat h... aap khud itne exhausted rhte ho .. then too aapne unhe sambhala aur shant kiya

Naina-- Rohan tumhe pta h ek relationship m sabse important kya hota h.... jab koi ek naaraz ho ya phr uddaas ho kisi batt se to dusra use sambhale aur pyaar de taki usse akela kisi bhi mod pe mehsos na ho.... aur kal sameer uss halat m tha jab usse meri jarurat thi toh mai kaise nahi usse sambhalti .... aur rahi batt meri to mujhe pta h sameer mera kitna khayal rakh raha h... meri har chiz ka khayal rakh raha h wo to jab usse mere sth , mere vishwas ki jarurat thi to m kaise nahi jati uske pass

Rohan-- bhabhi aap dono ek dusre ko itne ache se kaise smjhte ho

Naina-- rohan jab pyaar hota h na to hum ek dusre ko dil dete hn aur jab aapka dil dilusre k pas ho aur uska dil aapke pas tab na ek dusre ki batt apne aap smjh aa jati h kyoki ek dil dusre dil ki batt aasani se smjh jata h

Rohan-- par bhabhi ... jab unhone aapko chilaya tab aapko gussa nahi aaya... ki i mean... iss halat m bhi bhai aapke upar chilla re

Naina-- rohan sameer ki yahi batt h .... wo na apna gussa shant nhi kar pata.... wo bilkul pani jaise h... ek dum saaf aur saral lkn jab koi baat hoti h to bhot gussa ho jata h jaise pani ki lehren kabhi kabhi bhot uth jati hn ... par jab koi kinara milta h tab kaise wo shant ho jati hn... issi tarah mai bhi sameer ka wo kinara banna chahti hun jo usse sambhale aur shant kare... naki wo pathar jo un lehron ko aur pareshan kar unhe bekabu kar de

Suman : A Bundle Of Fortune Where stories live. Discover now