Shayad

1K 85 2
                                        

Background mai shayad song bajta hai

Sidharth ye tumhra favorite song hai na

Sana tumhe yaad hai .

Flash back
sidharth ke  father boht strike the wo chahate the sid hamesha top pe rahe college mai or har jagh sid hamesha hamesha try karta tha ki wo kabhi apne dad ko nirash na kare

But sid first term mai kam mark milte hai jise sid boht disappoint hota hai .
Sid jabh bhi sad hota hai wo college ke terrace pe akele jake baith tha hai
tabhi sana waha aati hai or sid ke baju mai jake baith jaati

sana apna phone nikalti hai usme shayad song play karti hai ek headphone sid ke kano mai lagati hai ek kud ke
Sid sana ko dekhta hai
Sana song gungunati hai

Sana - shayad kavi na keh saku mai tum ko kahe bina samjh lo tum shayad .

Sid sana ko dekhta hai or aage ki line gungunata hai

Sid - jo tum na ho rahenge hum nahi nahi tu chahye  tumse jada tum se kam nahi

Sid sana ek dusre ki akho mai kho jate

Sana  - hu hu jab bhi tum sad hote ho terrace pe kyu aate ho

sid - jab bhi mai sad hota hu tum muje yahi song kyu sunati ho .

Sana - aise hi i love this song

Present time

sana - sid boht raat ho chuki ab hume jaana chaye

Sid or sana malishka se milke sana ke ghar ke lia nikal jaate

sana - yaha se walk kar ke jaana hoga

Sid - i know

Sana - tum chaho to adhe raste tak chal sakte ho

Sid - muje laga aaj bhi kahogi mai yaha se kud chale jaugi

Sana - aaj itta heavy dress jo pahna hai sambhal ne ke lia koe to chaye

Sid or sana dono haste hai
Hamesha ki tarh sana aage aage sid sana ke piche piche chalta hai

sid - sana

Sana rukti hai ha bolo

Sid thoda sochta hai bolta hai kuch nahi

Sid again - sana

Sana - ha bolo

Sid kya hum hamri dushmani nahi bhula sakte

Jo bhi past mai hua sab kuch
Hum phir se dost nahi ban sakte

Sana  kuch nahi kahti sana ka ghar aajata

Sid - sana kal tumhe pata hai kya hai

Sana - tumhra birthday

Sid - ha kal maine ek party rakhi hai mai tumhra wait karuga agar tum aai to.samaz jauga ki tum purani sari baate bhul chuki ho hamari dosti ko naye tarike suru karna chahti ho

Sana - agar nahi aayi

Sid - tumhi ne kaha ta  aaj ke baad apni shakal mat dikhna tum nahi aayi to kabhi apni shakal nahi dikhauga .

Rival from past || Sidnaaz ||जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें