Part 12

178 24 0
                                    


Part 12
.
Si:- jaane de na..unhe ye sab kya pata
U:- achaa..abhi se hi side le rhi ho😏... buddhu ho tum..main jakr class leti hoon😡
Si:- y/n, y/n, y/n...ruk jaa...papa ne kaha hai baat karne ko...plz ruk ja mujhe tension ho rhi hai..mtlb unki
U:- hey! Kya kahegi unhe...papa ko boht pasand hai...shaadi mein der ho sakti hai...shaadi toh kabhi bhi ho sakti hai..ye sab bakwas toh karna hi mat plz😒... pasand hai toh seedha bolo na😚
Siddhi turn and take out medicine 💊 from the box
U:- haan?😃
Si:- tumhe papa ko Roz unki dawai deni hogi..yaad se😊
U got so happy and hugged siddhi 😍😍
U:- ruko main papa ko batati hoon
U ran to ur father's room... siddhi ran behind you🏃
Si:-y/n, y/n
U:- papa...papaaa
Si:- y/n, y/n, y/n
U:- didi ko ladka pasand hai ...unhone haan kh diya🤩
Bua:- ye kya bachpana hai..zara shanti rakh 🤫
U:- bachpana thodi na hai... didi ki shaadi hai😃
U/f(calling siddhi):- beta.. zara idher aao..siddu meri pyari bachi hai..baba ise boht pyaar karte hain...shaadi mein der hui toh chalega aur shaadi ka kya vo toh kabhi bhi ho sakti hai... beta tum ache se soch lo uske baad jawab dena 😊
U:- papa maine yahi sab toh kaha tha...maine bhi yahi pucha tha..aap aur main ek dum same to same 😍.. maine bhi yahi sab bola tha...hnn..bata ...bata na😏
U/f:- beta..fir tumhari didi ne kya kaha
U:- didi ne haan kaha ... pasand hai aisa kaha 😁
Si:-😳😳😳😳
.
TBC❤️💙
Sorry if its boring😥

Different World (Fanfiction) ✔Where stories live. Discover now