3. Aditya challenges Zoya

215 19 6
                                    

Zoya helps Adi to the door with great difficulty. She knocks on the door considering the time.

She faces to ladies that have worried look at their face.

Anjana and Sakshi: Adi!!

They help Zoya to bring Adi inside. Arjun rushes downstairs hearing the commotion.

Arjun: Kya hua bhai ko?

Zoya: Woh..

Everyone looks at Zoya expecting an answer. She feels hesitant to tell them he is drunk.

Anjana: Sharab pi k aaya hai yeh.

Sakshi cries looking at Adi.

Sakshi: Yeh kya kar diya meri beti ne. Mere bete ko tod diya.

Arjun: Thank you Zoya. And I am sorry tumhe aise bhai ko sambhalna pada and is waqt yahan aana pada.

Anjana: Zoya tum woh Yash ki... Khair thank you beta. Adi ko ghar pochane hum bohot pareshan the.

She blesses Zoya. Sakshi comes to Zoya and folds her hands in front of her.

Sakshi: I am sorry beta. Meri beti new tum sab ki life ko kharab kar diya.

Zoya: Kis baat ki maafi mang rahi hai aap. Yash aur Pooja k bich aisa koi rishta nai tha. Hum nai mante and hum Yash ki biwi hai. Aapko yeh bolne hichkichane ki jarurat nai hai. Humara pyar itna kamzor nai hai aur na hum.

Anjana and Sakshi are shocked at how differently Zoya was handling the situation as opposed to Adi. Sensing the awkward environment Zoya thinks it's better to leave.

Zoya: Hum chalte hai. Aap logo se milke aacha laga.

Anjana: Hume bhi beta. Khush rehna hamesha.

Sakshi: Bohot raat ho gayi hai Arjun Zoya ko drop kar de.

Zoya: Us ki koi jarurat nai hai hum taxi lelenge.

Arjun: Zoya please I insist. Bohot late hua hai. It's not safe.

Zoya just nods. And greets good byes to the ladies.

As they drive away Arjun notices Zoya's silence.

Arjun: Zoya. Are you ok? Did bhai say something wrong in his drunk state.

Zoya: Nai Arjun. Actually aaj pehli baar hum Aditya Hooda se mile. Aaj nakab nai pehena tha nafrat ka unhone. Aap dil khola apna dard bataya.

Arjun: Woh tumhare tarah strong nai hai. Tumhe ab hi bharosa hai Yash pe. Humare attit mein aisa kuch hua hai k bhai ka bharosa itna majbut nai hai.

Zoya looks at him in confusion.

Arjun: Waise Zoya mujhe bhi yakeen nai hai k bhabhi aisa kuch kar sakti hai. Maine bohot sabut dhundhne ki koshish ki k main Pooja bhabhi ko innocent prove kar saku. Unki diary bhi bohot dhundhni bt nai mili.

Zoya: Diary?

Arjun: Ha Pooja bhabhi ek diary mein sab likhti thi. Last year ki diary mein Yash ka koi zikr nai hai. Aur yeh saal ki diary gayab hai.

Zoya: Aapko yeh ajib nai lagta.

Arjun: Lagta hai bt kya kar sakte hai. Yash ki koi aise diary hai?

Zoya nods in negative.

Zoya: Unhone shauk nai tha diary likhne ka. Kavita likhte the.

Arjun: Bhabhi ko bhi poetry bohot pasand thi. Reading group tha unka.

Zoya thinks for a minute.

Zoya: Arjun aap jane de is reading group k baki logo se kaise mil sakte hai.

The Entangled Destiny of Zoya and AdityaWhere stories live. Discover now