Part 8

645 90 63
                                    

Continue reading...........

Next morning🌅

In sehgal mansion........

Everyone were doing their breakfast and then

Sumi : suno baacho aaj na sharma family aaegi yaha

Yuvi : maa juhi bhi aaegi na

Sumi : yuvi poore parivaar me kya woh nahi aati kya

Yuvi : sorry mom

Sumi : you better be vaise kya nai pooch sakti hu tune essa sawal kyu poocha dekh saach saach pataiyo pehle bol rahi hu

Yuvi : es...essa k...kuch nahi hai mom

Mahir ( in little angry tone ) : tu pata raha hai ki mai pata lagau

Yuvi ( being scared of mahir ) : bhai vo...voh i and juhi love each other (lo ji isne bhi muke be chauka maar hi diya )

Mahir : baas itni se baat yeh tujhe patane mai itni sharam kyu aa rahi thi aaj aa rahe hai na baat kar lenge unse teri aur juhi ki shadhi ke bare mai kyu maa

Sumi : haan kyu nahi

Mahir : aur waise bhi tum dono ka  last year hai jo ki aur tu studies mai bhi acha hai air serious bhi toh phir toh tujhe kaam bhi sambhal lega easily

Andy : haan bhai yeh baat toh mahir ki sahi hai chalo phir hum baat karenge unse baat karte hai

Soon sharma family arrived to the sehgal mansion

Sumi : Namaste ! are aayina andar aaiye

Sudha : Namaste ji

Behi ( bela & juhi ) : namaste aunty uncle

Vishrant ( vish & vikrant ) : namaste uncle aunty

Rajiv : are baache kahi dikhai nahi de rahe bhaisabh

Andy : woh bas aate hi honge lo ji kuhu , rj aur yuvi toh aa gaye

Kurjvi (trio) : namaste uncle aunty. Hi bela bhabhi

Bela : hi kuhu , hi rj bhai , hi yuvi

Kurjvi : hi vishrant

Vishrant : hi trio

Kurjvi : hi juhi

Juhi : hi trio

They all sat down

Rajiv : are mahir beta dikhai nahi de rahe

Kuhu : uncle bechare ka band baja hua hai

Sudha :  kyu beta essa kya hua usse

Bela : woh theek toh hai na ?

Kuhu : are bhabhi chill mera yahan par band bajne ka matlab hai ki ruhi na usse thodh hi nahi rahi usse upne mahil maanu hi chahiye

Sudha : oohh!!!!!!!

Sumi : bela beta ek baari tum dekh aao mahir ko

Bela : theek hai aunty.....

Sumi : kya bela beta abh toh mujhe aunty bulana bandh kar do . Call me maa

Andy : aur mujhe dad

The Life I Yearned For (on Hold)Where stories live. Discover now