Drishti : aap itne tensed kyu h sab Kuch theek Hoga
Rakshit : coffee piyogi
Drishti : kya
Rakshit : mein Puch rha hu coffee piyogi vo Dekho samne ek coffee shop h
Drishti : ha chaliye
They both came in the coffee shop
Drishti : Bhaiya plz do cold coffee le aayega
Rakshit puts his hand over Drishti's hand.
Rakshit : Drishti tum sure ho tumhe pta h na Sirf 50% chances hi h
Drishti : Rakshit sir aap ek baat bataiye doctor ne kya bola ki weakness ki wajah se Mein baby ko carry nhi Kar paungi but jab mein apna acche se khayal rakhungi to mujhe kuch nhi Hoga Or apne dekha na ki sab kitne Khush h
Rakshit : Drishti kisi ki bhi Khushi tumhari jaan se badkar nhi h mein bhi yhi Keh rha hu ki tum abortion when Drishti puts her hand on Rakshit's mouth and nodded negatively.
Drishti : Rakshit sir maine apni life mein bahut apno ko khoya h ab mein humare baby ko nhi kho Sakti plz mujhe ye karne ke liye mat boliye or app sochiye na jab jab hum humare baby ko dekhenge to Hume kitni Khushi hogi sabko kitni Khushi hogi
Rakshit : thik h maine tumhari baat maan li par ab tum bhi meri ek baat manogi or vo yeh h ki maa , Ojas Chachi , Ash Chachi tumhare Saath tumhare Ghar pe rukenge
Drishti : Sirf vo hi kyu Twinkle, Simran, Rashi or Shekhar bhi ruk jaye or Ap bhi ruk jaiye I mean humari deal Hui h to 3 mahine baad mein office nhi jaungi or phir hum Ghar se bhi Saath mein kaam kar sakte h na to mein isliye
Rakshit chuckled at drishi's innocence
Rakshit : tum chahti ho mein tumhare Saath ruku
Drishti : ha .... Na.. ha..I mean kaam kaam ke liye mein bol rhi hu
Rakshit in mind : chahti h ki mein iske Saath ruku par khud nhi bolegi lekin mein tumhe is galat mein Akela to nhi chord sakta or agar tumhe Kuch ho gya to mein jee nhi paunga
Rakshit : thik h mein tumhare Saath rukunga par isliye nhi kyunki hum business partner h isliye kyunki mein chahta hu tumhare Saath rukna
Eye lock moment starts between drikshit
Rakshit : accha tum ek baat batao tumne apna Ghar itna bada kyu banwaya jabki us Ghar mein Sirf tum Dono rehte ho or jab humne guest rooms Khulwa ye vo pehle se hi well maintained the or itni Aachi tarah decorated the .
Drishti : Sharma Mansion maine nhi banwaya vo dad ne banwaya tha ha but 1 saal pehle maine saara interior change Karaya tha or phir maine Kuch rooms girlish banwaya tha or Kuch boys ke liye banaye the or Kuch simple rooms rakhe the
Rakshit : vo kisliye
Drishti : kyunki maine Socha tha agar humare friends ko Ghar pe rukna ho or agar kabhi koi guest ko aana ho to isliye
Rakshit : par Sach me tumhari choice bahut acchi h mujhe to lag rha h ab mujhe apne room ka interior change Karana padega
Drishti : nhi apka room bahut accha h apko change Karana ki koi zaroorat nhi h or Abhi to bilkul bhi nhi kyunki aap sab Sharma Mansion mein hi ruk rhe h
Rakshit : ha ha ok ab chalo Ghar chalte h
Drishti : ha chaliye
When both of them are going home then a boy hugs Drishti
Man : Drishti kaisi h tu kitne saalo baad mili tu mujhe
When Rakshit burns in anger
Drishti : ha Raghav pehle tu mujhe chord mein phir batati hu
YOU ARE READING
Unchahi Shaadi ( Completed )
FanfictionThis is the story of Rakshit Shergill and Drishti Sharma how Drishti falls in love with Rakshit but Rakshit does not like Drishti because Drishti belongs to a middle class family in front of him only but in reality Drishti is a business woman.