Continue reading.....
Bela goes towards the man to ask why he left this baby doll in this temple alone
She tapped his shoulder and said
Bela : suniye
Man : ji kahiye kuch kaam tha aapko
Bela : actually mujhe aapse kuch poochna hai
Man : ji boliye
Bela : aap woh hi hain na jisne iss baby ko wahan chodha
Man : ji
Bela : aap apni beti ko ese kaise chodh sakte hain wahan
Man : mam aapse kisne kaha ki yeh meri beti hai ..... Yeh meri beti nahi hai
Bela : aap kehna kya chahte hai .... Agar yeh aapki nahi hai toh kis ki hai
Man : mam actually maine iss bachi ko neeche mandir ke stairs ke pass dekha tha ..... Maine information nikali iss ke bare mai ... Toh pata chala ki iss(baby girl) ke parents jab aone ghar ke liye hospital se wapass aarahe the toh unka accident ho gaya aur woh ussi wakt mar gaye ... But luckily iss nanhi (choti) ki jaan ko kuch nahi hua ....yeh bach gayi aur mam pata hai unka koi family background nahi tha they were alone couple ...
Bela was in an utter shocked state by hearing this and was numb for a while
Bela : toh aapne isse yahan kyu chodh diya
Man : mam is ke peeche wajah thi... Actually mam i am away from my parents living here so i have no helping hand with me joh iss ka khayal rakh sake ....aur maine mandir me issliye choda kyunki durga maa se badke koi rakh wala toh hai hi nahi na .....abh aap ko hi dekhlo aap bhi koi farishte se kam nahi ho iss bachi ke liye
Saying this he left from there
Bela's POV
Abh mai kya karun isse yahan ese toh nahi chodh sakti na ...... Kya mai isse orphanage me chodh du ..... Nahi nahi maine agar isse orphanage me chodh diya toh iss baat ki kya guarantee hai ki wih wahan par khush rahegi isse meri tarah koi khaane ki kami nahi hogai
Haan sahi suna mai orphanage se hu aur mujhse zyaada ache se wahan ka kya feature hota hai yeh koi bhi nahi samajh sakta .... Are mujhe toh khudhke paise kamane ke baad hi pata chala jabh mai yahan iss sheher mai aayi toh jake oata laga ki Diwali , Holi aur baki ke festivals kya hote hai ..... Yahan tak hi nahi humme toh orphanage kabhi kabhi khana khane ko bhi mahi mila karta tha .....
Nahi mai isse orphanage me nahi chodhungi mai isse apne saath leke jaungi ...... Mai isse adopt karungi..... Koi kami nahi chodhungi isko paalne me .... I will be ur MUMMA
Meri pyaari si beti ki ...... I love u babyBela's POV ends
Bela started playing with her and then suddenly she thought to tease her so she said
Bela : baby aap mai kya apko orphanage mai chodhu
By hearing this baby girl tightly hold Bela's finger with her left hand and with her right hand she tried to slap Bela and then was at the edge of crying and in no time she started crying in the fear of being left alone there and moreover somewhere she felt attached to Bela
(guys aaj kal je bache abh itna toh samajh hi jate hain ki are they safe with them or not)
Bela : are baby aap toh rone lagi ... Acha nahi nahu MUMMA kahi nahi jaegi khush... MUMMA apni iss choti si princess ke pass hi rahegi... MUMMA aapko apne se alag nahi hone degi
YOU ARE READING
Zindagi Na Milegi Dubara(On Hold)
FanfictionThis is my second story of behir this is little bit emotional at the first but then it will nice with behir 's love and care This story is revolved around a new born baby girl found in a temple alone in a carrycot