Everyone sitting in centeen Shri : where is nivi Raghu : don't know Sidd : actually usko kisi ka call aaya tha toh woh attend karne gayi hai Shri : okk Nivi come there Raghu : kya baat hai nivi bhot khush najar aa rhi hai Nivi : haa raghu i m soo happy Raghu : kya hua Nivi : actually mera childhood friend kal aa rhe hai Raghu : kon Nivi : arrey riyaz aa rha hai Raghu : riyaz Sidd :(in mind : shit ye riyaz kyu aa rha hai ) Nivi : ha tujhe pata hai usne issi college mein admission liya hai Sidd : kyaaa Nivi : ha par tumhe kya hua sidd Sidd : kuch nhi Nivi : okk
After college at home
Sidd is thinking about today abhi come and sit beside sidd Abhi : kya hua Sidd : kuch nhi dada Abhi : hmm chal long drive pe chalega Sidd : no dada mood nhi hai Abhi : mood nhi hai toh usse bana le kyuku tu mere saath mein long drive par chal rha hai Sidd : okk
After sometime
Sidd : maza aa gaya dada Abhi : hmm mujhe pata tha ab bata mood kyu off tha tera Sidd : kuch nhi dada aapko yaad hai riyaz Abhi : riyaz wohi na jo tera aur nivi ka classmate tha Sidd : ha wahi Abhi : toh uska kya Sidd : kuch nhi bass usse kabhi bani nhi meri Abhi : toh usme kya hai ab aa rha hai toh friendship kar lena Sidd : hmmm Suddenly a car hits their car Abhi : shit Sidd : kon hai ye Abhi : chal dekte hai A girl come there and start shouting Girl : dekh ke nahi chala sakte hai Sidd : who ar .... anuuu... Abhi : anuuu.... tu Anuskha : sidd abhi bhai aap log They hug each other
Anushka
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Sidd : kesi hai tu Anuskha : i m fine Abhi : kitne time baad aayi hai Anu : woh bhai kya karu studies ki wajah se par ab meine yaha ke college mein admission le liya hai aur mein yahi rahungi Sidd : wow great but konse college mein Anu : St. Louis College Sidd : awesome mere college mein nice Anu : tumhara College Sidd : yah i m also study there Anu : ohh Sidd : abhi bhi dumb hi hai Anu : abhi bhai dekho na isse Abhi : sidd kyu tang kar rha hai usse Sidd : okk nhi karunga Sidd : chale ghar Abhi : haa chal Anu : okk bhai
At home
Sidd : di kaha ho aap Ananya : kya hua sidd Sidd : di aapke ke liye suprise hai Ananya : kya Sidd : first aapki aankhe band karo Ananya : kyu Sidd : arre karo na Ananya : okk ab bata kya suprise hai Sidd : okk Abhishek : di ab apni aankhe kholo Ananya : abhi sidd kya hai koi mazak hai kya Ananya turns and a voice : di Ananya : anu Anu : yes di i m here Ananya : kab aayi Anu : aaj hi Aur aapko pata meine aapke college mein admission le liya hai Ananya : great ye toh bhot acchi baat hai Anu : di mujhe bhot bhook lagi hai Ananya : haa chalo dinner is ready
Here end of this chapter i know this chapter is very boring but i m sorry for that