Chapter 10

121 3 6
                                    


Chapter 10

SEALDAH RAILWAY STATION

"Jodha beta sab saman thik se le li hai na?"

"haa ammijaan sab thik se le li hai. Sare dryfruits v rakh li hai, garam kapde, tickets sab le li hai you don't worry."

"yeh jalal kaha hai? Off avi thodi der me train chutegi or ye janab gum ho gaye." Hamida panicked.

Mirza came with hands in his pockets. "ammi train me bohot bheeer hai. Sare kya honeymoon pe jaa rahe hai?"

"besharam!! Kuch to lagam lagao apne zubaan pe. Sab tumhare jaise nah hai betejaan."

"arry nahi mirza, bengali new year ane wala hai na that's why sab chutti me jaarahe hai."

Then jodha saw a figure is approaching towards her. She walk to her.

"kaisi ho maa?"

"acchi hu beta. Tu kaisi hai?"

"main acchi hu maa."

"kal hamida ne bataya ki tum log jaa rahe ho to socha ki tumhe see off karne aajaye.waise reception ke baad bas do call? Itna man lag gaya sauraal me beta!!" mainawati chuckled.

Jodha gone red by shyness. "aisi baaat nahi hai maa. Bas sabkuch naya naya tha na to bas tym nahi mila."

"arry didi aane to mujhe bhula hi diya lagta hai. Jiju ka asar itni jaldi padhega soch anhi tha." Sumit said.

"hey sumit!!!" mirza sees them and approached towards them. Hamida also saw them. She too go.

"kaisa hai yaar tu. Kuch nahi mirza bhai, bas padhayi ne jaan le rkhi hai."

"is baar fir se first hone ka irada hai na?"

"kya mirza bhaai!!" sumat smiled.

Mirza approached towards mainawati and take her blessings. Sumit did the same with hamida.

"jodha, jalal kaha hai? Or bhaisasb bhi dikhayi nahi de rahe hai."

"jalal kuch samaan khareedn e gaya hai. Kuch khane ki cheese or kya. Or tumhare bhaisaab ke sare bache ane wale hai drawing class ke lie. To who ruk gaye ghar me."

"maa"

"arry jalal!!"

Jalal came a hand full of acket with him. Mirza took it. Jalal bend to maina and take her blessings.

"kaisi ho aap? Or chacha ji or dadisa kaisi hai?"

"jug jug jiyo beta!! Sab bilkul thik hai. Tumhe sab bohot miss kar ahe th. Bol rahe the ki reception ke baad tum ek baar bhi nahi aye humse milne."

Looking at jodha, "bas time nahi mila maa. Ab wapas ake zarur aunga."

Mirza look at jalal and watch him looking at joha while talking. He think to pull his let a bit.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Nov 01, 2020 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Humesha Tumko ChahaWhere stories live. Discover now