Next day
Sumedh come to radhika house but gate was opened but no one was there
He start leaving but he listen someone voice so he come to see
He come to Room he see radhika her hand was cut blood flowing
Sumedh come to himSumedh- Radhika ji yeah chot
Sumedh make her sit and come with first aid box make her dressing radhika look at him.
SUMEDH- ab thik hai apko dard toh nahi ho raha
Radhika- thoda sa hai
Sumedh- apko chot kese lagi
Radhika- mai kaam kar rahi toh glass gir gya usse uthane gai toh
Sumedh- glass hi gira thana...Baad mein utha leti....par nahi ham aurton ne kasam khai ha chot kha lenga par... sudhrega nahi
Radhika- (look down) Ap yaha
Sumedh- wo
Ruhi- Superman
Ruhi come and hug him dadi see this....
Ruhi- accha hua ap a gaya...ab ham khelaga
Radhika- nahi Ruhi abhi ap dadi ka sath garden se aaya ho ab chalo padhai karo
Ruhi- par
Sumedh- mumma thik kaha rahi ha Ruhi pehela homework phir ham khelenge
Ruhi- pakka
Sumedh- promise chalo ham homework karte ha
Sumedh and Ruhi go and start.. doing homework sumedh help ruhi...
Sumedh come to kitchen and see radhika making something she see sumedhRadhika- apko kuch cahiya
Sumedh- hmm pani
Radhika- mai deti hu...
Call come from sumedh office
Sumedh- hello...Ha miss Madhuri ji kahiya
On call- sir mr Sharma ki deal final ho gai ha par vo 20 present partnership cahate ha uska ek new project launch hone wala unhone ek juice ka product launch karne ka socha ha
Sumedh- par Madhuri think juice product ha partnership thik ha par loss bhi toh hai socha agar unhe 50 lakh ka profit hoga toh hame 25 lakh ka profit hoga bass
Radhika look at him
Sumedh- send me all details I talked to dad then I tell u result
On call- okay sir...
Call cut
Radhika give sumedh waterRadhika- apse kuch puchu
Sumedh- jarur
Radhika- apka itna bada businessman ha phir bhi ap school ma teacher bhi ha kese
Sumedh laugh... Sangeeta also come
Sumedh- actually yeah samjh lijiye apne papa par bohut bada upkar kiya ha mana
Radhika- mein samjhi nahi...
Sumedh- actually mari maa bohut drama karti ha mane jab business join kiya or usme accha hone laga toh dad ghar par rahe aram toh kiya nahi balki ghar ke kaam karne shuru kar diya...mumma kaam nahi karti papa karte ha...jab ham mammi se bolte ha ki koi kaam pe rakhlo toh mummi iss chej ka faida uthati ha or bolti ha ki kisiko kaam pe ku rakhu nokrani ki jagha mujhe bahu lakar dedo par yeah toh possible nahi ha mara bhaiya Kartikeya wo unhe shaadi karni nahi na aj na kal
Radhika- or apki shaadi nahi hui
Sumedh- meri shaadi nahi abhi hui nahi ha . Ek acchi ladki mil jaya toh shaadi bhi kar lunga
YOU ARE READING
Raabta
FanfictionRadhika a middle class girl.. And a single mother she has a past in her past life.. relieve soon