KYA SE KYA HOGAYA

208 22 604
                                    

The characters are :

Kavi_Avneil as Sheryl \ sheru

Amanses as Amandeep \ ammu

srishtiprasad12 as Srishti \ sriii

komal_1029 as Komal \ komu

dilraaj as Shaeljeet \ Shaelu

r1ddh115 as Riddhi \ ridz

samiksha19062006 as samiksha \ sam

Subhraswetapanda as Sweety \ Sweetu

So here we come up with our second OS... Hope you all will like this one too
💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞💞

Sydenham college of commerce and economics CST, Mumbai

It is one of the best college in Mumbai...

Ji ha yeh vahi college jismein 8 paagal ladkiyaan bhi padti hai jo ki Sirf Ek college mein hi nahi balki ek hi class Mein padhte hai.... 11th std commerce me padte hai...

11th commerce class

8 girls were seen discussing something n 2 of them opposing their idea...

Samiksha : yaar tum log jaao mujhe nahi aana.

Shaeljeet: Ha yaar main bhi nahi aa rahi hu especially bunk karke toh no ways

Riddhi : yaar maan jaa na sam, Shaelu pls sab ka bohut mann hai....

Sheryl : haa yaar pls n abhi enjoy nahi karenge toh kya budhe hone ke baad karenge kya?

Amandeep : yaa n Sirf ek hi din Ki toh baat hai aur college katam hone tak vaapas bhi aa jaayege...

Samiksha : Nahi phir bhi mujhe nahi aana.

Shaeljeet : mujhe bhi nahi aana...

Suddenly Sweety started singing : DADI AMMA DADI AMMA MAAN JAA... TING TING....... DADI AMMA DADI AMMA MAAN JAA....TING TING

Others giggled listening....

Samiksha n Shaeljeet glared at her

Samiksha : tujhe hum dadi amma lagte hai....

Riddhi : par tum logo ki harkatein toh yahi keh rahi hai....Lgon ke bhudhape main jawani chadhti hai tum log abhi dhang se jawaan bhi nhi hue bhudha pehle gye

Shaeljeet : basss haa....

Komal, Sweety n Srishti looked at each other signalled komal something
Komal started singing dramatically : Har ghadi badal rahi hai roop zindagi
Chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi

Srishti n sweety joined komal : Har pal yahan jee bhar jiyo
Jo hai sama kal ho na ho

Now All 6 started expect sam and shealu: Har ghadi badal rahi hai roop zindagi, chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi..... Har pal yahan jee bhar jiyo joh hai samaa

All stretched the last sentence : Kal hona ho ....

They ended here......

Komal : ab toh maan le pls...

College YoungstersWhere stories live. Discover now