شہریار سکندر ✦❃✦زرنیش عباس Story of Shehryaar Sikandar khan and Zarnish Abbas Do logo ka safar, safar bhi esa yaha raasto pe chalna asaan nah tha... Safar e yaqeen Safar e nafrat, Safar E Mohabbat.... "Bikray huwe rishte, Bikray huwe raaz, maazi ka haqeeqat se taluk, anjaan se jaan tak ka safar, rishto ki buniyaad, sach ka safar, pachtaway" .. "Ye woh safar hai jaha aj kya tou kal kya, ye koi nahi janta tha mehaz itafakan porane rishto ki buniyaad.... Dono anjaan khas tor pe na na anjaan thy ke milne ke baad razo ka khud ba khud zahir hona..." "Ye baazi thi tou nafrat ki lekin mohabbat ne apni jaga khud bana kar ek khoobsoorat iktitam kar liya.... " ●●●●●●●●●●●●● "Apko pata hai ek do din kese hote hain bilkol sadiyoñ jese woh kese pata hai kyu ke mujhe apki adat hogayi hai ab apke Bagair ek lamha nhi raha jata " "Tum niche uthar rhi ho ya mai naraz hojaon ga" "Mai mana lun gi" "Mai tab bhi nhi mana tou" "Tou mai naraz hojaon gi" ✦✦✦✦ ❝Zabardasti haq nahi jitaye jaty❞ ❝Tabhi apko sb dhoka de jaty❞ 🖇️🖇️🖇️🖇️ ❝Tumne mujhe samjha hi kb hai❞ ❝Samjha hai❞ ❝Hn humesha galat hi tou samjha hai mujhe!❞ Join the Journey Of SHEHRYAAR and ZARNISH to know about them 🌺 Language:.Roman urdu 📍 TRIGGER WARNING ⚠ ‼️Abusive (language, physically) ‼️Uses of weapons (such as gun, knife) ‼️Harassment ‼️Cyber crime (use of threats) Hey, my rebellious friends! Let's talk about something crucial: plagiarism. It's like stealing the fire of someone else's rebellion, and that's a major betrayal of creative spirit. So, let's honor the rebels who came before us by giving credit where it's due. Let's keep our rebellion authentic and true, and show the world the power of originality! Stay rebellious, stay inspired, and keep fighting for what matters! «Remember, creativity flourishes when it is nurtured