Haya Ka Rasta
  • Reads 21,279
  • Votes 1,738
  • Parts 55
  • Reads 21,279
  • Votes 1,738
  • Parts 55
Complete, First published Aug 21, 2016
#1 in Spiritual 12 times, and still counting.
.
"Among the things that people have found from the words of the previous prophets was:'If you feel no shame, then do as you wish." (Al-Bukhari)
Haya can be translated as modesty,  shame or shyness. 
.
The story is in roman Urdu.

#43 in Spiritual, on 16th Mar 2017
#49 in Spiritual, on 1st.  Feb 2017
#51 in Spiritual, on 18th Jan 2017
#54 in Spiritual, on 28th Dec 2016
All Rights Reserved
Sign up to add Haya Ka Rasta to your library and receive updates
or
#75urdu
Content Guidelines
You may also like
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ by frozenRose3112
80 parts Complete
Sazaye ishq 1 ( completed✔️) Sazaye ishq 2 ( completed)✔️) Sazaye ishq ,jazaaye shabaab hasti asst Nigaar e yaar , figaar e jigro masti asst Visaal e yaar , jamaal e rukh o lub tishna Hijr e yaar , hijr e giraa'n ba hasti Ishsq... Ek aisi larki ki kahani jo baaqi har larki ki tarhaan apni zindagi ek azaad panchhi ki tarhaan guzaarna chahti thi. Par ek haadsay ne us say us ki sub khuahishain chheen lien , aur uskay har khuaab ko ek bura khuaab bana diya. Par paanchh saalon baad us ka maazi uskay saamnay aa jaaye , to wo kya karay gi. ? .......................... " main tumhain phir se keh raha hoon Ayat doosaray larkon se ghulna milna bund kardo .. Mujhay pasand nahi hai ye sub" mateen ne gussay se Kaha. " mujhay jo karna hai main wo karoongi , tum hotay kon ho mujhay roknay walay aur chhoro mera haath " Ayat ne uske haath se apni kalaayi chhurane ki koshish ki lekin mateen ki giraft aur mazboot ho gayi aur usnay apna doosra haath Aayat ke pichhli gardan pe rakh kar usay apni taraf kheencha . Ab unke darmyaan kucch hi inches ka faasla tha aur Ayat apne chehre par uski saansain mehsoos karne lagi. Aayat ki aankhon main khauf ki lehrain bhar aayi thien. Wo heraangi se Mateen ki shola baar aankhon main dekhnay lagi. "Tum sirf meri ho Ayat .... Sirf meri . Aur agar aainda mainay tumhain Haadi ke saath dekha ... Tum soch bhi nahi sakti ke main kis had tak jaa sakta hoon" Mateen ne gehri awaz main ek ek lafz daba kar kaha tha aur Ayat saktay ki si kaifiyat main aa gayi thi. Ye Keh kar wo usay wahien saktay ki haalat main khara chhor kar waapis chala gaya.aur wo wahien usay jaata dekhti reh gayi. ..................,,,,,,,,........... Ek aisay ishq ki kahani jis main ek Aashiq ne apni hi mohabbat ko barbaad kardia Humari urdu/hindi ko ek moqa dain #sazayeishq #rukhsar048 #missiondesi Highest ranking #1 in General fiction #1in Romance many times First updated 14 May 2016
You may also like
Slide 1 of 8
Tu woh chaand  cover
Haya Ka Rasta cover
Yaqeen  cover
Faasla-e-Deewar  cover
💞Ehsas Mohobbat Ka💞 cover
Sazaye  ishq. سزائے عشق  Completed ✔️ cover
Mehr-o-Mah | مہر و ماہ ✓ cover
Ishq-e-khairaat ✔️ cover

Tu woh chaand

29 parts Complete

Zaryan Saeed & Seherunnisa Afnan Kuch rishte aap ki zindagi me ek thande hawa ke jhonke ki tarah aate hain aur kabhi do pal ka sakoon de kar chale jate hain to kabhi zindagi bhar ka gam de kar ke... __________ "Baba is diary me kya he?" Usne pucha to usne apne chehre ke tassuraat badle bagair jawaab diya. "Kuch adhure khuwaab hain" _______ "Main us time se yahan betha hun aur aap mujhe ignore kar rahi hain that's not fair!" "Bhai aap hain kon mere peeche kyun par gaye hain?!" Woh tang aa kar boli thi. "Astaghfirullah! Ignore kar len magar bhai to mat kahen" ______ "Zindagi bohat dhokebaaz hai ek umeed deti hai phir sab wapis le leti hai." Ek ansu uski ankh se gira tha aur najane kitne uske andar. "Aap akele to nahi hain....." Woh chota sa haath jisne uske mazboot haath ko aaj kamzor parne se rouka tha. ________ Just a little warning: it's an emotional story don't say that I didn't warn you!