Littleangell33
@_Secretwriter89 Tere aane ka intezaar hai har shaam, Chand bhi poochta hai, kahan hai mera raaz-e-kaam. Pal pal guzar jaate hain, teri yaadon ke saaye mein, Aur dil dhadakta hai, bas teri hi aarzoo ke saaye mein. Khwabon mein tu aati hai, par haqiqat door hai, Har ghadi teri yaad, meri tanhaai ka noor hai. Aankhon se poochta hoon, ye waqt kyu itna kaanp raha hai? Shayad dil jaanta hai, tujhse hi har saans juda raha hai.
Littleangell33
@_Secretwriter89 Hello! Itni jaldi bhool gai kiya>? abhi to shaadi bhi nahi hui!
•
Ответить
Littleangell33
@Littleangell33 me abhi yahi hu tumare msg ka wait ker raha tha but shayd tum chaly gi!
•
Ответить