Radhe Radhe
Radhavallabh Shri Harivansh
Hyyyy, New Writer Mera Ek Suggestion Tha Tumhari Story Ko Lekar Agr Tumhe Accha Lage Toh Tum Ushe Apnaa Sakti Hoo.
Mera Suggestion Tumhari Story Ke Naam Ko Lekar Tha Agr Hoo Sake Toh Please Iss Naam Ko Change Karo Because "The Bloodline Code" Is Naam Ko Sunkar Lagta Hain Koi Esa Future Science Fiction World Jaha Pher robots, AI technology Ya Aliens Ne Humanity Ek Dam Se Khatm Kar Di Ho Aur Iske Sath Hi Ek Aisa Future World Jahan Pher Brutality Kuch Jada Hi Ho, Pher Iss Story Me Esa Kuch Nhi Hain Yeh Ek Pure And Soft Romance Wali Story Hain, Toh Apni Story Ke Type Ke According Tum Apni Story Ka Naam Rakho Aur Hoo Sake Toh Tum Is Naam Ko Change Kardo.
Agr Tumhare Pass Phele Se Kuch Naam Hain. According To Your Soft Romance Story Type Toh Voh Rakh Sakti Hoo Ya Fir Mere Se Suggestion Le Sakti Hoo.
But Haa Ek Baar Naam Change Karne Ka Jarur Socha. Baaki Aapki Ichcha☺️
Bass Itna Hi. Keep It Up☺️.
Radhe Radhe
Radhavallabh Shri Harivansh