Assalam o alikum my dear readers,
Umeed hai ap sub theek ho gay,
Ap logo ko btana tha k mera aik novel Qarwan.com web pay publish ho raha hai...or q k wo web special hai tu yaha publish nahi ho skta :(
Lakeen agr ap main say koi parna chahta hai tu main part 1 ka link neechay share kr rahi ho ap waha pay asani say pr sktay hain :)
Happy reading.
Parnay ka bad feedback zroor daina
.
.
Regards. Muniza Akhter.
Link
.
.
https://qarwan.com/janib-e-yaqeen-by-muniza-akhter-part-1/
Assalam o alikum wattpad readers.
Kaisay hain ap sub?
Main ney aik new series start ki hain.
"ہوئے جو تم محرم"
name ki or pehla Novelette publish kr diya hai Allhumdullilah, hr maheenay aik Novelette ho ga. Tu jiss ko parna hai wo neechay diya link use kr sktay hain.
https://qarwan.com/category/novels/series/
Thank you.
Regards Muniza akhter.
@NovelsbyMuniza Kia boloon is novel k lia. Itna acha likha Hai. Hr cheez apni jaga perfect thi. Hadeed k character main main tu khi si gai. Aisa laga k us ka dard waqe mehsoos karhi hoon. Ek achy writer ki pehchan yehi hai k reader un lamhon ko mehsoos kary Jo lokjy gay hain. Keep it up
Assalam o alikum,
Ap sub say guzarish hai k Thora itmanan rakhain.
MERI dadi Jin ko girnay k bais kafi gehri chot ai hai or main or MERI family mushkill wqt main Hain. Ap please khud sochain k aisy wqt main, main likh skti ho????
Main ney 15 January ko epi dey daini thi mgr ab jiss mushkill main ho chahnay k bawjood likh Nahi pa rahi.
Bray mehrbani thora SA or SBR KR lain.
Shukria.
@NovelsbyMuniza With the best health of your dadi. Mam thorha nhi bohat itminaan rakh liya hai. Ab tou purani story b bhoolnay wali hai. Last ep de dain.