pathak_kshama
Hey saree ka dukan tumhare ko khoob dher sara thank you her baar mera sath dene ke liye . Tum apna khayal rakhe ka , aur tazbu wala juice bhi peene ka , yeh tumhara ghamandi rao ka order hai , ardmaynda..❤️❤️
pathak_kshama
@pathak_kshama mai theek hai saree ka dukan...aur mai toh tazbu ke juice ke sath sath nariyal pani aur green tea bhi pata hai. Whisky ko toh mai dur se hi tata tata bye bye kar deta hai , mai janta hai jab usko flush hi hona hai toh kaiko dekhe ..
•
Reply
RozyKumari6
@pathak_kshama Ghamandi Rao ab nhi hun waha tumhare pass toh iska matlab yeh nhi ki tum apna khayal na rakho apna khayal rakho aur whisey ko haath lagane ki sochna bhi mat aur tum bhi tazbu wala juice peena, samajhala ❤️
•
Reply
RozyKumari6
@pathak_kshama Hello, Ghamandi Rao kaise ho tum ? Mein naraz hun tumse tum toh apni saree ka dukan ko bhul hi jaate ho
•
Reply