MrsEshaharsana2012

Bhai tujhe zameen nigal gayi yaa asmaan kha gaya kaha hai tu itna busy ye toh vo class topper ki tarah behave kar raha hai jo exam paas aate hi sab ko ignore karna chalu kar deta hai

Rude_Shekhawat

@MrsEshaharsana2012  padh lene do didi... xams ke baad milunga full time duty pe
Reply

MrsEshaharsana2012

@Rude_Shekhawat ok bhaiya mein wait karungi
Reply

Rude_Shekhawat

@MrsEshaharsana2012  nahi Eshu di... below average student with ultra pro max strict parents hu...
Reply

MrsEshaharsana2012

Bhai tu apni sagi behen ko bhul gaya kutte tujhe to mein bataungi ek baar tu mill mujhe 

MrsEshaharsana2012

@Rude_Shekhawat aajh hi aaja kisne mana kiya hai par us agastya Singh harsana ko saath mein mat le aana Varna uski or Teri taange saath mein fodungi
Reply