ek biwi apni pati ko bolti hai ki mera mann nhi lagg raha hai kya main apni mom ke paas jaun woh kehta hai mann naa lagge tab bhi rehna padega yhi tumhara ghar hai
Aur jab ek behan apne bhai ko bolti hai ki bhai mera mann nhi lagg raha sasural mein kya main ghar aa jaun toh bolta hai ki ghar tera hi hai aa jaa
Insan wahi hai par rishta badal gya bass
Zehar khane kol dil karta hai khud ko mitane kol dil karta hai
Zehar khane kol dil karta hai khud ko mitane kol dil karta hai
Itne tanha sa ho gye hai hum ki ab marr jaane ko dil karta hai
Par sabse pehle zehan mein ikk khayal aata hai ki jiski wajah se zehar khaungi usse toh kuch farak padega nhi
Par mujhe jaan se zyada pyaar karne wali maa meri laash dekh kar jitejee marr jaayegi