Never click suspicious links
Reminder: Wattpad will never ask for passwords, payment information, or other sensitive account security details.
SiyaKeSharmaJi
Link to CommentCode of ConductWattpad Safety Portal
Sabhi ko bata raha hun @mishra_ji_ki_beti aaj kal mujhe pratadit karti hai! Ek bhole bhale purush ko aise maar khata dekh inki saheli aur khush hoti hai! Meri aap sabhi se vinti hai mera sahyog karein (˘・_・˘)
SiyaKeSharmaJi
@Witheredbud arehh! Matlab haan lekin saas sasur... Wahi toh madam ko samajh nahin aa raha lekin abhi toh woh bohot low feel kar rahi hai toh kuch karna padega
•
Reply
tuulipx_
Good morning bhaiyaa
natkhat_leenn
JIJA JI VAPS AA GYEEEE!!! PADHARIYEEEE!!
MEINE PEHLE AAPKI MB PE MSG KRNE KA TRY KIYA PR HUYA HI NHI ☹️☹️
StillAnEmbryo__
Hwelloo Jijuu~
Mai Araa hu!! Swati Didu ke side se (proud af) (◡ ω ◡)
Btw Thanks for the follow!
tuulipx_
Mujhe abhi jana hoga :( mee baad mee ayi okaaaayyyy bhaiyaa??
Byee kheyal rakhna apnaa.. dher saara pyaar apko meri taraf se ❤️❤️
tuulipx_
Aap khud offline rahte hoo aur bhabhi maa bhi bohot Kam online ati hai ajkal :( sab theek hai na?
tuulipx_
@SiyaKeSharmaJi acchaa theek hai kheyal rakhna apna theek hai naa? Padhai ka kya hai accha hi hoga hehehe.. bhaiya kya hua tha batao naaaa ☹️
•
Reply
SiyaKeSharmaJi
@tuulipx_ haan baccha sab theek hai! Abhi thoda padhayi ka pressure hai na toh kam kiya hai, kuch hua tha uss wajah se hum dono kam aate hain yahan
•
Reply
SiyaKeSharmaJi
@Naina_hu kya hua aapko?
tuulipx_
Bhaiya kese ho aap??? Mujhe miss to nahi kiya?? <( ̄︶ ̄)>
tuulipx_
Hello how are you? I'm doing great wbu? Vanya is fine..
Naina_hu
Or damad jii kaise hai khayal rakh rahe hai na khud ka or meri chhoti bhn ka