@SunflowersandShadows Iss mausam main fruits khane ka man nahin karraha. Phir bhi kabhi kabhi khane ki try karungi.
Bekar hai TT
Haan. Mujhe toh ab yehi lagraha hai. Itne saare meds deke jyaada bill karrehe hain aur sabhi med ke price bhi high hai maine notice Kiya. Pehle toh aise nahin karte the but ab yeh karrehe hain.
@Witheredbud achaaa
Achaa acha ha or fruits wagera sab bhi khaiye
TT
KAISAA jgha h bhai
Itnaaa dawaii diyaa jataa h? Medicine store waala bass bill badhane k liye befaltu ka dawai bhi de deta h
Wahi to itna thodi khaya jata