Chand si wo
Nazar jaise mehtaab
Uski ek nigah v mano ful pe giri pheli aaftab
Uski ek jhalak hi kar deti hai mujhe betab
Lekin uski mohbaat muqmal nahi toh fir kisse karu iski fariyad
Chand si wo
Nazar jaise mehtaab
Uski ek nigah v mano ful pe giri pheli aaftab
Uski ek jhalak hi kar deti hai mujhe betab
Lekin uski mohbaat muqmal nahi toh fir kisse karu iski fariyad
Unki aankhein mano Mehtab
Nazre aisi mano aaftab
Surme bhari nigah unki jo chuke to sham dhale
Uthe jab din ban jaye or gar kahin mil jaye hayee kambakht Qayamat hi aa jaye
Aankhen aisi jihne dekh
Ek baar ko taarien v timtimana bhul jaye
Mil jaye jo Nazar dil dhadakna bhul jaye
Unki baato mai sukoon hai aisa
Ki agar kabhi karib aaye toh shayad yeh saansein bhi chalna bhul jaaye