Jiske aane se muqqammal, Ho gayi thi zindagi Dastakein khushiyon ne di thi, Mit gayi thi har kami Kyun be-wajah di ye saza, Kyun khwaab deke, woh le gaya Jiye jo hum lage sitam, Azaab aise woh de gaya Main dhoondne ko uske dil mein, Jo khuda nikla Pata chala ke galat leke, Main pata nikla.....