Aaj maine usse message kia to bhai mene pucha ki open se form fill kar diya to keh rhi thi ki mai to regular se hi karungi mujhe pata nhi isne mana kar diya tha jab cuet ka pucha tha to
Aaj maine usse message kia to bhai mene pucha ki open se form fill kar diya to keh rhi thi ki mai to regular se hi karungi mujhe pata nhi isne mana kar diya tha jab cuet ka pucha tha to
Fatima ki mummy ko shak Hua tha ayesha se pucha tha aunty ne to usne bohot koshish Kari ki na pata chale aur pata h wo exam ke baad gyi thi us ladke se milne aur jab hamara pol ka paper tha us sabke kaand pol ke paper mai hi hue
Saba ki jab ladai hui thi jab hamara pol ka paper tha ke par usne reason nhi bataya par Maine uski puri followers dekhe nhi tha usme aur usne 5 6 video par like kar rakha ki uska breakup ho chuka h and is bar uska patchup bhi nhi Hua