bazauq

dilli ke na the kūche aurāq-e-mussawar the, 
          	jo shakl nazar aa.ī tasvīr nazar aa.ī.
          	
          	-Mir Taqi Mir

bazauq

ham ne maanā ki taGHāful na karoge lekin, 
          	  Khaak ho jā.eñge ham tum ko Khabar hote tak. 
          	  partav-e-Khur se hai shabnam ko fanā kī ta.alīm, 
          	  maiñ bhī huuñ ek ināyat kī nazar hote tak. 
Reply

bazauq

ab tak dil-e-Khush-fehm ko tujh se hai umīdeñ, ye aaKHrī shamm'eñ bhī bujhāne ke liye aa. 
Reply

bazauq

dilli ke na the kūche aurāq-e-mussawar the, 
          jo shakl nazar aa.ī tasvīr nazar aa.ī.
          
          -Mir Taqi Mir

bazauq

ham ne maanā ki taGHāful na karoge lekin, 
            Khaak ho jā.eñge ham tum ko Khabar hote tak. 
            partav-e-Khur se hai shabnam ko fanā kī ta.alīm, 
            maiñ bhī huuñ ek ināyat kī nazar hote tak. 
Reply

bazauq

ab tak dil-e-Khush-fehm ko tujh se hai umīdeñ, ye aaKHrī shamm'eñ bhī bujhāne ke liye aa. 
Reply

bazauq

bāzīchā-e-atfāl hai duniyā mere aage, 
          hotā hai shab-o-roz tamāshā mere aage. 

bazauq

maine samjhā thā ke tū hai to daraKHshāñ hai hayāt, 
            terā Gham hai to Gham-e-dehr kā jhagDā kyā hai? 
            teri sūrat se hai 'aalam meñ bahāroñ ko sabāt, 
            teri aankhoñ ke sivā duniyā meñ rakhā kya hai? 
Reply

bazauq

ab ke hum bichhDe to shāyad Khwāboñ meñ mileñ, 
            jis tarah sūkhe huye phool kitāboñ meñ mileñ. 
Reply

bazauq

dil phir tavāf-e-kū-e-malāmat ko jaa.e hai, 
            pindār ka sanam-kada virāñ kiye huye. 
Reply

bazauq

manam mehve khayal e ao, nami daanam kuja raftam. 
          
          lost in the thoughts of my beloved, i know not where i am going. 

bazauq

ghubaar e ku e ao boodam, nami daanam kuja raftam. 
            
            i am like the dust swirling around my beloved's street, 
            i know not where i am going. 
Reply

bazauq

ghulaam e ru e ao boodam, aseer e mu e ao boodam. 
            
            i am the slave of the exotic face, i am the prisoner of her long tresses. 
Reply

bazauq

shudam gharqe visaal e ao, nami daanam kuja raftam. 
            
            i find myself drowning in the moment of meeting my beloved, 
            i know not where i am going. 
Reply