
Monikaqueen15
Link to CommentCode of ConductWattpad Safety Portal
10 th ke exams ha ya 12 th ke.. Or aap delhi se ho toh cbse board hoga.. Aur cbse ka paper zada tough nhi hotta.. Vahi last year ke questions repeat hote rehte ha.. Toh aa ek kaam karo ki last 5- 7 years ke question paper utha kar phad lo.. Aache number aa jainge aapke... Aur aagar koi naya topic phadna ho toh filhal me toh aap aabhi books se maat phadna.. Balki YouTube videos se us topic ko samj lena.. Aur exam me aapni language me bana kar likh dena.. Aur tenshion toh bilkul maat lo.. Jitna tenshion loge uthna hi topics ko bhulte jaoge.. Toh relax hokar paper dena.. Ye nhi ha ki ek question reh gaya ya nhi aata toh ussi ke baare me sochte raho.. Aaram se dusra question attend karo aur dimak ko thanda rakho.. Aur aas paas valo se help lene me sharmao maat.. Jo nhi aata thoda bhot puch bhi sakte ho sath valle se

boyyxxxx
@Monikaqueen15 thik hai didiji me aapki baato ko dhyan me rakhungi aap ka bhut dhanyavaad
•
Reply

boyyxxxx
@Monikaqueen15 thankyou didiji vese me previous year question paper hi kar rhi hu but 1st time board exam de rhi hu na to tension ho rhi hai uper se ghar valo ka pressure hai
•
Reply

Monikaqueen15
@boyyxxxx don't worry sweetheart.. sab aache se hi hoga.. aur rahi baat ghar valo ki toh unka toh kam hi hota ha baate bolne ka.. but aap unki baat ko dil par lekar pressure feel mat karna.. aur jo aata ha usse hi revise karte raho aur koshish karo ki filhal new aur hard topics par jada time waste na karo.. varna unke chhakr me jo aata ha vo bhi bhul jaoge Aur dusri baat ye ki jo first page hoga jaha par aapko aapni answer sheet me aapni details bharni hongi.. vaha par galti maat karna.. aagar kuch confusion ho toh invigilator se puch lena. .. or roll no toh bilkul bhi galat mat likhna.. aur koshish jarna ki white fluid ya cutting kaam se kaam ho answers me varna checking karne vale par negative impression jaata ha.. Aur third baat ki jaha par ho sake vaha par diagrams jarur banana.. because diagrams eyes ko attract karte ha aur invigilator par positive imapct padta ha
•
Reply