chatpatibehen

Fatima ki mummy ko shak Hua tha ayesha se pucha tha aunty ne to usne bohot koshish Kari ki na pata chale aur pata h wo exam ke baad gyi thi us ladke se milne aur jab hamara pol ka paper tha us sabke kaand pol ke paper mai hi hue 

lectiophilemia6

Accha, reason nhi pta tujhe?!?
          

chatpatibehen

Saba ki jab ladai hui thi jab hamara pol ka paper tha ke par usne reason nhi bataya par Maine uski puri followers dekhe nhi tha usme aur usne 5 6 video par like kar rakha ki uska breakup ho chuka h and is bar uska patchup bhi nhi Hua 
Reply

chatpatibehen

@lectiophilemia6 Fatima ki to mummy ne pakad liya tha 
Reply

lectiophilemia6

Bta na
          

chatpatibehen

@lectiophilemia6 pata nhi aese dukh mai h saba ki to ladaai eid par hui thi aur Fatima ka to uski mummy ko pata lag gya
Reply

chatpatibehen

Saba ka breakup ho gya 
Reply